Amitabh Bachchan Famous Dialogues for WhatsApp Status

Amitabh Dialogues for Status- Find all time famous and super hit dialogues of Amitabh Bachchan for WhatsApp status. Here we have collected famous dialogues of Amitabh from his different hit film. We have selected those dialogues which are very famous and popular for the status purpose.

In India, Everyone Loves Amitabh Bachchan, His acting, his dialogues delivery is superb, He is the BIG B of Bollywood. Referred to as the Shahenshah of Bollywood, Star of the Millennium, or Big B he has appeared in over 190 Indian films in a career spanning almost five decades. Amitabh Bachchan is widely regarded as one of the greatest and most influential actors in the history of Indian cinema as well as world cinema. 

Amitabh Dialogues for whats-app Status, All time famous dialogues of Amitabh for Status

Today Many people like to update their status as a famous Bollywood dialogue, lines, shayries with their favorite actors. So I am writing this article for especially for Amitabh Bachchan dialogues, I hope, you will like my post and you can easily choose your favorite dialogues of Amitabh and updates their status

Amitabh Bachchan Best Dialogues for Status


"Iss duniya mein tarakki karne ke liye ... na bolna bahut zaroori hai"

"Rishte mein toh hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah" - Shahenshah


"Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai"


"Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye seedhi tarha khade raho"- Zanjeer


Check: Shahrukh Khan Dialogues for Status

"Sahi baat ko sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon" -Trishul


"Khel khel mein, khel khel ke, khel khel yeh aa jayega ... haar jeet se, haar jeet ke, jeet haarna sikhayega ... khel khel mein"- Wazir


"Na shabd ek shabd nahi, apne aap me ek pura vakya hai" - Pink


"Mujhse pehle zero, baad mein bhi zero ... bas beech mein hero ... kyun ki zero ke peeche ek hero hota hai" - Shamitabh


Amitabh Dialogues for whats-app Status, All time famous dialogues of Amitabh for Status

"Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai – ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne padti to shadab ho bhi sakti th". - Kabhie Kabhie


"Meri baat ka meri humnafas, tu jawab de ki na de mujhe ... Teri ek chup mein joh hai chupi, Woh hazaar baaton ki baat hai" - Kabhie Kabhie

"Eh Kaancha, saala bandook bhi dikhata hai aur peeche bhi hatta hai? - Agneepath


Check: Salman Khan Dialogues for Status

"Sooryavansh ek aag hai jisme doston ke liye jitni jyoti hai, dushmanon ke liye utni hi jwala. Bhoon dalo is kambaqt ko" -Sooryavansham


"Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata"


"Main aur meri tanhaai - aksar ye baatein karte hain" - Silsila


"Hum jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hain"- Kaali


Amitabh Dialogues for whats-app Status, All time famous dialogues of Amitabh for Status

"Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal" - Agneepath


"Sawaal jis zabaan mein kiya jaye ... jawaab us hi zabaan mein dena chahiye" - Agneepath


Check: Ajay Devgn Famous Dialogues for Status

"Shahenshah jahan khade ho jaate hai ... wahin darbar lag jaate hai"


"Waqt pe pahunchneka apna purana aadat hai" - Agneepath


"Maa baap zindagi ke pedh ki jadh hai"


"Is duniya mein do type ke log hote hai ... ek woh joh khud batate hai ki woh kaun hai ... doosre woh jinke baare mein duniya batati hai ki woh kaun hai"


Amitabh Dialogues for whats-app Status, All time famous dialogues of Amitabh for Status

"Tofha dene waale ki neeyat dekhi jaati hai ... tofhe ki keemat nahi dekhi jaati"
"Mujhe do tarah ki ladkiyan pasand nahi aati ... ek woh joh mere pass aane mein bahut derr lagaye ... aur ek woh joh bahut jaldi aa jaye" - Don
"Don zakhmi hai toh kya ... phir bhi Don hai - Don
"Idhar har taqatwar apne se kam ko maarkar jeeta hai malum? ... maarkar"

Check: Emraan Hashmi Dialogues for Status
"Mere dil ka woh hissa ... kambakht mera kab tha"
"Ek amir jab marta hai toh peeche sukh chain chhodkar jaata hai ... lekin ek gareeb jab marta hai toh dukh dard chhodkar jaata hai"
"Aaj shaam che bajhe maut ke saath apna appointment hai"
"Anand mara nahi, Anand marte nahi" - Anand
"Maanta hoon ki zindagi ki taqat maut se zyada bhadi hai ... lekin yeh zindagi kya maut se bhattar nahi"

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad