Shahenshah Movie Dialogues | Amitabh Bachchan, Pran, Amrish Puri

Shahenshah Dialogues - Get the best dialogues of Amitabh Bachchan from Shahenshah movie. This is an action film was released is 1988. The film was produced and directed by Tinnu Anand. Amitabh Bachchan played the title role, along with Meenakshi Sheshadri. The story of the film was written by Amitabh Bachchan's wife Jaya Bachchan and the screenplay was written by veteran screenwriter Inder Raj Anand.  The film became the second highest grossing film of 1988. The film is remembered for the famous dialogue "Rishtey mein hum tumhare baap lagtey hai...Naam hai Shahenshah". The film is full of amazing dialogues and lines, some dialogues are really awesome, Here we have collected all the famous dialogues of Shahenshah Movie.

Shahenshah Movie Dialogues, Amitabh Best Dialogues from Shahenshah Movie


Shahenshah Famous Movie Dialogues by Amitabh



"Mujhe malum hota aaisa kalank mere ghar mein paida hone waala hai ... Toh main apne nakhoon se apni kokh phaad daalti"

"Main kanoon ka baazu nahi khud kanoon banongaa ... Aur aaisa kanoon joh khud mujrimo ko pakdugaa, khud mukadma sunegaa ... Aur unka faisla bhi khud karegaa" - Amitabh Bachchan

"Rishtey mein to hum tumhare baap hote hai ... Naam hai Shahenshah" - Amitabh Bachchan

Shahenshah Movie Dialogues, Amitabh Best Dialogues from Shahenshah Movie


"Har reporter ki tarah meri ragon mein bhi khoon ki jagah roshni behti hai ... Aur jab tak woh roshnai behti rahegi ... Mera kalam sachai likhte hue kaanpega nahi"

"Chaand ko apni chaandni sabit karne ke liye ... Chiragon ki shahadat ki zaroorat nahi padhti"

"Business mein laga hua rupaiyaa ... Saanp ke daanto mein phase hue mendhak ki tarah hota hai" - Amrish Puri

Shahenshah jahan khade ho jaate hai ... Wahin darbar lag jaate hai" - Amitabh Bachchan

"Joh achcha tairakh hota hai na ... woh toofani lehron mein beh nahi jaata ... balki unhi lehron ko apni naav bana leta hai" - Amrish Puri

"Joh baant ke khaate hai ... unki sehat achchi aur umar lambi hoti hai"

"Zakhm dene waala bhi wohi hai, bharne waala bhi wohi hai ... insaan toh sirf marham rag sakta hai" - Pran

"Duniyaa mein kahin jannat kahin hoti hai toh......Maa ki kadmon mein hoti hai....Iss jannat ki thodi si maati lagao..aur mathe pe laga lo" - Pran

"Jo Aasmano se bijliyan geerata hai..rehmat ki baaris bhi vahi karta hai" - Pran

"Shehar mein koi aaisa raasta, koi chowk, koi aasia naka nahi bacha tha ... jahan par katilo ne hum par goliyo ki barsaat na ki ho" - Amitabh Bachchan

Shahenshah Movie Dialogues, Amitabh Best Dialogues from Shahenshah Movie

"Desh mein do kanoon nahi ho sakte hai ... ek gareebo ke liye, doosra ameero ke liye" - Amitabh Bachchan

"Tum apni haddi pasliyan achchi tarah ginke rakhna ... kahin hawalat ke andhar jaate hue aur hawalat se bahar aate hue ... tumhari ginti mein farak na padh jaaye"- Amitabh

"Tumne police ki vardi kahan pehan rakhi hai ... yeh toh ek kafan hai joh tumhare zameer ki laash ne pehan rakha hai" - Amitabh Bachchan

"Aaj sharaab ki lehren baha do ... Joh bhi aaye tumhare bar mein usse whiskey se nehla do"

"Main yeh toh jaanta tha ki aurat agar apne makaam se uthe toh devi ban sakti hai ...Magar yeh nahi jaanta tha ki agar girne pe aaye toh aap jaisi nagin bhi ban sakti hai" - Kader Khan

"Yeh sachai ka bazaar hai ... yahan usool na beche jaate hai ... na khareede jaate hai"

Shahenshah Movie Dialogues, Amitabh Best Dialogues from Shahenshah Movie

"Aaj hum tumhare andhar chupe hue tamaam kaale kutte bahar nikalkar ... tumhara ghost nochne ke liye tum hi pe chhod denge" - Amitabh Bachchan

"Budhapa jab jawani ka intezaar karta hai ... toh bahut intezaar karta hai"

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad