Sharaabi Amitabh bachchan Movie Famous And Hits Dialogue , Shayari Collection

Sharabi Movie Dialogue, Best Dialogue Collection Of Sharabi Movie, Amitabh Bachchan Movie Sharabi Hits Dialogue 






Directed : Prakash Mehra
Produced : Satyendra Pal
Starring : Amitabh Bachchan,Jaya Prada,Pran And Om Prakash
Music    : Bappi Lahiri
Cinematography : N. Satyen
Release dates  :1st June 1984

Some Famous And Hits Dialogue And Shayari Of Sharaabi Movie


Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho.

Jigar ka dard upar se nahin maloom hota hai


Ha ha..ha..ha..ha Are Bhai
Sharabi ko sharabi nahi to kya pujaroi kahoge
Gehun ko Gahun nahi to kya jauari kahoge


Are Kahn aaskal paskal raskal ke chakaar mein apni antariyan kahrab karte ho
Din bahr dhoop ki tap se jalte ho , Rat ko paskal ke sharaab se jalte ho


Arj kiya hai...
Jigar ka dard upar se kahin malum hota hai-2
Ki Jigar ka dard upar nahi malum hota hai


Kya bat karte hain Munsiji.....
Hamari jindgi ki tamboo theen bamboo pe khada hai
Shayari...Shaarab..Aur Aap....Ek bhi Bamboo hatayenge to
hamara tamboo ukad jayega.....!


Ye vajan milta kahn hai
Dil ki dukan par....Vo khan hai...Ishq ke bajar mein
Mohabbat ke shahar mein..Aur prem ki duniyan mein


Apki jitni bhi batein hai....Vo hamre sir ke upar se ja rahi hai
Jara ...Level mein baat kijiye..ha


ha ha ha ha..
Hansi ...aj kal ke daur mein hansi ki phasal ugati khan hai
Ya to deewana hanse ya tu.... jise tauphik de
Warna is duniya mein me ake muskutare kaun hai..!



Inki tareef kya karen Meena ji
Ye sir se pawn tak tareef tareef hain...!


Ankhen mundakar baithi ho tassbur mein kisi ke
Aise mein chaam se aa jaye...to kya ho


Daar Badar sir patkane se kya phayada hoga
Vahi hoga jo Takdeer mein likhaa hoga..vah..vah.



Aaj itni bhi maisir nahi mainkhane mein
Jitni hum chod diya karte the paimane mein...!


Duniya ke samne haath nahi jodhte
Warna kaam nikal jaane ke baad duniya
....waale haath todh dete hai...!


Jisne pee nahi whiskey ... kismat phoot gayi uski..!



Jinka apna dil toota hota hai
Woh auron ka dil nahi todha karte...!


Jigar ka dard upar se kahin malum hota hai
Ki jigar dard upar se nahin malum hota hai..!


Waade aksar toot jaate hai
Koshishein kamyab ho jaati hai...!


Aap bhi itna samajh le mujhko samjhane ke baad
Aadmi majboor ho jaata hai dil aane ke baad...!


Inki taarif kya karen ----yeh toh sarr se paun tak taarif hi taarif hai...!


Kalakaar sirf taarif ka bhooka hota hai ....paise ka nahi


Sharaabi ko sharaabi nahi toh kya pujari kahoge ... gehun ko gehun nahi toh kya jwari kahoge..!

Hamari zindagi ka tambu teen bambuon pe khada hua hai ... shayari, sharaab aur aap


Tofha dene waale ki neeyat dekhi jaati hai ... tofhe ki keemat nahi dekhi jaati


Sharaab ki botal pe agar main label ki tarah chipak gaya hoon ... toh is label ko chipkane waale aap hai

Yeh insaan nahi hai ... yeh toh machine hai ... aaisi machine joh sirf note chaapti hai aur note khaati hai

Dar badar sarr patakne se bhala kya hoga ... wahi hoga joh taqdeer mein likha hoga


Do aansu is aankh se gire, phir do oos aankh se,
Phir do ees aankh se, do oos aankh se,
Phir do oos aankh se, do oos aankh se,
Kitne huye?...Nau lakh ke haar ke liye, Barah lakh ke Aanso?


Daddy hote to kehte, Vijay tumhe business karna nahi aata....


8 Comments

  1. Le lo do pack yaro kabar mai baith kar piya karenge upar wala hisab mangega to use bhi pack bana kar diya karenge

    ReplyDelete
  2. Not Vijay it's daddy hote toh kehte nalayak tumhe dhanddha Karna Nahi aata.

    ReplyDelete
  3. Legendary Amitabh bachchan 👌👌👌

    ReplyDelete
  4. there are still more 100s of dialogs in this movie plz add more

    ReplyDelete
  5. Nasha sharab mein hota to naachti botal.
    Nashe mein kaun nahi hai mujhe batao Zara.

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form