Khuda Gawah Movie Dialogue | Amitabh Bachchan, Sridevi

Hello Guys, We share best dialogues of Khuda Gawah movie and also collected all the famous dialogues which are delivered by Amitabh Bachchan from Khuda Gawah. This is an epic action romance film, which is released in 1992. The film is directed by Mukul S. Anand and produced by Nazir Ahmed and Manoj Desai under the Glamour Films banner. Sridevi, Amitabh Bachchan, Nagarjuna, Shilpa Shirodkar are in the main lead roles. Some part of this film shot in Kabul and Mazar-i-Sharif in Afghanistan. This is the biggest hit film on box-office. The film has so many hit dialogues and lines, some are very famous. Here we have collected all those popular dialogues of this film Khuda Gawah.


Khuda Gawah Movie Best Dialogues 


"Hum Pathan hai..Pathan.ulta deesha bat sunne ki aadat nahi hai" - Amitabh Bachchan

"Itna mat soch ... soch gehri ho jaaye ... Toh faisle kamzor ho jaate hai" - Amitabh Bachchan

"Faanoos banke jiski hifaazat hawa kare ... woh shama kya bhuje jise roshan khuda kare" - Danny Denzongpa

"ahil ki baaton ka jawaab ... khamoshi hota hai" - Amitabh Bachchan

"Chuha sher ka mooch ke baal se khelne ka himmat tabhi karta hai ... jab sher lohe ka zanjeer mein jakda hua ho" - Amitabh Bachchan


Check: Silsila Movie Dialogues


Khuda Gawah Movie Best Dialogues, Amitabh Dialogues from Khuda Gawah
Scene of Khuda Gawah

"Chaudwee ka chaand ho ya aaftab ho ... joh bhi ho tum khuda ki kasam lajawab ho" - Akkineni Nagarjuna

"Pyar ka teer waqt ka mohtaj nahi hota" - Shilpa Shirodkar

"Cheel ki chaunch mein angoor, khuda ki kudrat ... pehlu-e-hoor mein langoor, khuda ki kudrat" - Sridevi

"Waqt aur kismat badalne mein derr nahi lagti"

Check: Namak Halaal Movie Dialogues

"Mere haath lohe ki zanjeer se nahi ... dosti ke dhaage se banda hai" - Amitabh Bachchan

"Kaman se nikla huaa...teer...Aasman se tuta hua taara..Aur Mard ki jubaan se nikla hua call kabhi vapas nahi hota" - Amitabh Bachchan

"Toh phir khuda paak ka kasam...Rajpoor Khan...Ya toh ye pathan usse vapas lekar jayegaa..Ya phir kal suraj nahi niklegaa" - Amitabh Bachchan


Khuda Gawah Movie Best Dialogues, Amitabh Dialogues from Khuda Gawah
Amitabh Bachchan

"Sar zameen-e-Hindustan, as-salaam alaykum ... Mera naam Badshah Khan hai ... Ishq mera mazhab, Mohabbat mera imaan ... Mohabbat, Jiske liye Farhad ne pahadon ka seena cheer kar dhood ka dariya baha diya ... Mohabbat, Jiske liye Majnu ne seharaon ki khaakh chaani ... Ussi mohabbat ke liye Kabul ka yeh pathan sar zameen-e-Hindustan se mohabbat ka khair maangne aaya hai ... Aazmayish kadi hai, Imtihan mushkil, Lekin hausla buland ... Jeet hamesha mohabbat ka hua hai ... Sadiyon se yehi hota aaya hai, Yahi hoga ... khuda gawah hai!"- Amitabh Bachchan


Check: Kaalia Movie Dialogues

"Duniya mei abhi tak vo phanda taiyar nahi hua hai.....Jo paasa bhai ke hote hua..Iss habibulla ke gardan tak....Pahuch sake..iss pinjde ke sath vo mujhe udda le jayegaa"

"Jin musafiron ki manzilein alag alag ho jaye ... woh saath saath nahi chala karte" - Amitabh Bachchan

"Taqdeerein badalne ke liye ... Ek lamha bhi kaafi hota hai"

"Dil ke zakhm, dawao se nahi bharte"

Get More Dialogues


Rahul Deo

I am a Bollywood movie lover. On this blog, I share my thoughts on everything about Bollywood, including celebrity gossip, upcoming Bollywood movies, and trends. Here, you can find more detailed information about your favorite films, directors, and actors. I hope that my blog (Hit Movie Dialogues) will help people discover the magic of films.

Previous Post Next Post

Contact Form