Pink Movie (Amitabh Bachchan) Dialogues Lyrics

Pink Movie Beautiful Dialogues | Amitabh Bachchan & Shoojit Sircar


Hello Guys, I am sharing some beautiful dialogues of Pink movie staring Amitabh Bachchan. The movie is directed by famous director Aniruddha Roy Chowdhury and produced by Shoojit Sircar. Amitabh Bachchan and Taapsee Panu are playing main lead character role. The movie trailer has already released. The trailer of the movie is fabulous. Both are looking awesome. In movie some interesting dialogues are delivered by Amitabh Bachchan and Taapsee Panu. The movie is going to release on date 16 Sep 2016. So here I am updating some beautiful dialogues lyrics. I hope, you will like my post. 

Pink Movie Beautiful Dialogues - Amitabh Bachchan


Directed : Aniruddha Roy Chowdhury
Produced : Rashmi sharma & Shoojit Sircar
Starring : Amitabh Bachchan, Taapsee Pannu, Kirti Kulhari, Andrea Taring
Cinematography : Abhik Mukhopadhyay
Edited : Bodhaditya Banerjee
Release dates : September 16, 2016 (India)

Pink Hindi Movie Dialogues Lyrics By Amitabh Bachchan


New Pink Movie Poem "Tu Khud Ki Khoj Mein Niakl" By Amitabh Bachchan


"Hamre uahn ghadi ki sui character decide karti hai" - Amitabh


"Nahin main lekin ki gujaris nahi hoti" - Amitabh


"No sirf ek shabd nahi...apne aap mein pura vaakya hai, isse kisi tark, spashtikaran, explation ya vayakhya ki jarurat nahi hoti" - Amitabh Bachchan


"Thses boys must relalise..no ka matlab 'no hota hai. Use bolne wali ladki koi parichit ho, friend ho, girlfriend ho, koi sex worker ho ya aapki apni biwi hi kyu na ho,'no means 'no' and when someone says so, you stop" - Amitabh Bachchan


" Are you a virgin, Miss aroara ? Haa ya na mein jabab dijiye...Don't shake your head" 


" Ye teeno ladkiyon ko ghar se bahar kar do aap"


" Hum Jitna uss ladke pe ke upar action karegen na charge to inpe lagega ji"


" Tujhe na police ke pas nahi jana chahaia thaa"


" Tumhe kya lagta hai hum tumse daar gaye hain"


" Our society has no place for women"


" Ab tera kand hoga"


" Be brave and take a stand"


" I am bored you coward so stop talking and come and show me what you can do ?"


" Help whan someone in deep trouble"


" 307 ka chaarge lagaa haai Madam ! Attempt to murder"


" Our system thrashes weak people"


" Wish if we could record every moment of life"


" Kisko achcha lagta hai sir koi iss tarike se chhua Zabardasti" - Taapsee


" Phir aapne aisa kyuo kiya? Jabardasti pakad ke rakha hua tha Mujhe, Agar dubara karega na sir to   khinch ke bottle marungi uske sir pe main"


" It's so easy to blame the women"

Pink Movie Poem "Tu Khud Ki Khoj Mein Nikal" By Amitabh Bachchan


Tu khud ki khoj mein nikal
Tu kisliy hatash hai
Tu chal, Tere vajood ki
Samay ko bhi talash hai..Samay ko bhi talash hai

Jo tujhse lipti bediayan...Samjhna inko vastra tu
Jo tujhse lipti bediayan...Samjhna inko vastra tu
Ye bediyan pighal ke..Bana le inko shatra tu..Bana le inko shatra tu

Tu khud ki khoj mein nikal
Tu kisliy hatash hai
Tu chal, tere vajood ki
Samay ko bhi talash hai..Samay ko bhi talash hai

Chatritra jab pavitra hai..Toh kyoun hai dasha teri
Chatritra jab pavitra hai..Toh kyoun hai dasha teri
Ye papiyon ko hak nahi ki len..pariksha teri..ki lein pariksha teri

Tu khud ki khoj mein nikal
Tu kisliy hatash hai
Tu chal, tere vajood ki samay ko bhi talash hai

Jala ke bhasm kar use jo krurta ka jal hai
Jala ke bhasm kar use jo krurta ka jal hai
Tu aarati ki lau nahi..Tu krodh ki mashal hai..Tu krodh ki mashal hai

Tu khud ki khoj mein nikal
Tu kisliy hatash hai
Tu chal, Tere vajood ki
Samay ko bhi talash hai..Samay ko bhi talash hai

Chunar udaa ke dhawaj bana gagan bhi kap-kapayegaa
Chunar udaa ke dhawaj bana gagan bhi kap-kapayegaa
Agar teri chunar giri..Toh ek bhukamp ayegaa..ek bhukamp ayegaa


Tu khud ki khoj mein nikal
Tu kisliy hatash hai
Tu chal, Tere vajood ki
Samay ko bhi talash hai..Samay ko bhi talash hai




Rahul Deo

I am a Bollywood movie lover. On this blog, I share my thoughts on everything about Bollywood, including celebrity gossip, upcoming Bollywood movies, and trends. Here, you can find more detailed information about your favorite films, directors, and actors. I hope that my blog (Hit Movie Dialogues) will help people discover the magic of films.

2 Comments

  1. There are some mistakes in poem ,these are as :-
    1 :- Tu aarati lau nahi.(Tu aarati ki lau nahi.)
    2 :- Chunar ko udaa dhawaj bana gagan bhi kap-kapayega (Chunar udaa k dhawaj bana gagan bhi kap- kapayega)

    ReplyDelete
  2. very very motivational lines for every womens ....

    ReplyDelete
Previous Post Next Post

Contact Form