Hum Saath Saath Hain Movie Dialogues | Salman Khan, Saif Ali Khan

Hum Saath Saath Hain Dialogues 


Hum Saath Saath Hain is a Bollywood family drama film which is directed by Sooraj R. Barjatya and produced by Ajit Kumar Barjatya. The film stars Mohnish Behl, Salman Khan, Saif Ali Khan, Tabu, Sonali Bendre and Karisma Kapoor in the lead roles, while Alok Nath, Reema Lagoo and Neelam Kothari play pivotal supporting roles. This movie was released in 1999.This was the blockbuster movie. This was the highest grossing movie of that year. The movie story based on the family. The movie has some best dialogues and lines. Here I sharing some beautiful dialogues of this movie Hum Saath Saath Hain.


Directed : Sooraj R. Barjatya
Produced : Ajit Kumar Barjatya, Kamal Kumar Barjatya, Rajkumar Barjatya
Written : Sooraj R. Barjatya
Starring : Mohnish Behl, Salman Khan, Saif Ali Khan, Tabu, Sonali Bendre,  Karisma Kapoor
Music : Raamlaxman
Production company : Rajshri Productions
Release dates : 5 November 1999

Hum Saath Saath Hain Movie Best Dialogues 


"Hum chahe bandhan mein bandhe na bandhe Jazbaat ka rishta toh dil se hai"


"Bachpan ki mohabbat ko dil se na juda karna....Jab yaad meri aaye milne ki dua karna"


"Ladki apne dil ki baat aankhon se keh deti hai" - Tabu


"Jisse hum Jhagadte hain ... pyar bhi toh sabse jyadaa ussi ko karte hain"


"Aadmi ko subah jaldi uthna chahiye ...varna saare kaam adhoore reh jate hai"


"Tumne aurat ko samjha nahi bhaiya ... woh andhero se nahi darti ... Jab woh faisla kar leti hai toh man mein vishvas ka diya jalakar ... usse apni maang ka sindoor bana leti hai"



"Jitna sukh saath rehne mein hai ... utna alag rehne mein nahi"


"The family that prays together, eats together ... stays together"


"Insaan ki pehchaan tann se nahi ... man se ki jati hai"


"Agar kisika dukh baatna hi chahte ho ... Toh kaam kuch aisa karo ... ki doosro ki zindagi mein khushi aaye"

"Joh kaam aaj poore nahi hue woh kal poore hongen ... har subah apne saath asha ki ek nayi kiran lekar aati hai"

"Satta milne par pyare se pyara insaan bhi apne rang badal leta hai"


"Bhabhijaan, aap hum mein apnaye na apnaye .. hum aapko mooh dikhayi mein mile hai"


Post a Comment

1 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad