Karan Arjun Movie Dialogues, Dialogues of Karan Arjun Movie, Famous Dialogues of Karan Arjun,
Karan Arjun Hits And Famous Dialogues Lyrics
Karan Arjun Hits And Famous Dialogues Lyrics
Karan Arjun Movie is one of the best action thriller movie. It is most successful movie in Indian cinema. This movie is directed by Rakesh Roshan. This movie is famous for its punching dialogues and beautiful songs. We are giving you the best collection of Dialogues of Karan Arjun Movie. this is the right place for you to see all the dialogues of Karan Arjun Movie. Sharukh Khan, Salman Khan, Kajol, Mamta Kulkarni and Karkhee are in lead roles.
Directed by: Rakesh Roshan
Produced by: Rakesh Roshan
Written by: Sachin Bhowmick, Ravi Kapoor, Anwar Khan
Starring: Salman Khan, Shahrukh Khan, Kajol, Mamta Kulkarni, Raakhee, Amrish Puri, Aashif Sheikh, Arjun, Ranjeet
Music by: Rajesh Roshan
Cinematography: Kaka Thakur
Edited by: Sanjay Verma
Production company: Film Kraft
Release dates: 13 January 1995
Karan Arjun Movie Dialogues | Sharukh Khan | Salman Khan | Lyrics | Script
"Main toh samajhta tha ki duniya mein mujhse badkar kamina aur koi nahi hai ... lekin tumne end mauke par aaisa kaminapan dikhaya hai ... ki hum tumhare kaminepan ke ghulam ho gaye hai"
"Mere bete aayenge, mere Karan Arjun aayenge ... zameen ki chaati phad ke aayenge, aasman ka seena cheer ke aayenge"
"Kiss gaalon pe nahi ... hoton pe kiya jata hai"
"Aaisi maut maroonga is kamine ko ... ki bhagwan yeh punar janam waala system hi khatam kar dega"
"Jab maa ka dil tadapta hai na ... toh aasman mein bhi daraarein padh jati hai"
"Daulat se insaan keemti bistar khareed sakta hai, magar neend nahi khareed sakta ... daulat se insaan roti khareed sakta hai, magar bhook nahi ... daulat se insaan jism khareed sakta hai, magar sacha pyar nahi khareed sakta"
"Zindagi mein joh hota hai woh socha nahi hota ... aur joh socha jata hai woh kabhi hota nahi ... aur joh kabhi nahi hota, woh kabhi kabhi ho jata hai"
"Daayan haath jeb mein rakh lo seth ... varna zindagi bhar aapko baayen haath se khana, khana padega"
"Pyar mein jab tak maut se na khelo ... milne waali zindagi ka mazaa nahi aata"
"Khoon ki Holi khelne waale, aaj main dekhti hoon ... khoon kiska behta hai aur laashein kiski girti hai"
"Main toh budhi ho gayi, meri aankhen kamzor ho gayi ... lekin mera vishvas kamzor nahi hua"
"Ghode par bahetkar jaan ki baazi lagane mein woh maaza nahi ... joh chahat ke maidan mein dil ki baazi laga dene mein hai"
"Waqt ka marham ... zindagi ke har zakhm ko bhar deta hai"
"Marte insaan ki antim ichcha poori karna ... is sansar ka sabse bada punya hove hai"
"Mere andhere jeevan mein ... subah phir se laut aayi hai"
"Main teri maut apni mutthi mein laya hoon"
"Hamare ghar ki bahu betiyan jab kabhi beizzati ke daldal mein kadam rakhti hai ... toh hum unhe haveli ki char deewari mein zinda chunwa dete hai"
"Mere dushmano ko sar chupane ke liye jagah dene waalon ... main tumhari chittaon ko jalne ke liye jagah nahi doonga"