Akshay Kumar All Movie Best Dialogues Lyrics Collection

Akshay Kumar All Hits And Famous Dialogues Collection, Akshay Kumar Memorable Dialogues Lyrics Collection, Bollywood Super Star Hero 'Akshay Kumar' Dialogues Lyrics Collection, Akshay Kumar Hits And Famous Dialogues And Shayaries, Akshay Kumar Popular Dialogues Collection And Filmy Quotes

Akshay Kumar All Hits And Famous Dialogues 



Bollywood Super Star Actor | Akshay Kumar Best And Memorable Dialogues




"Singh jahan pair rakhta hai.. Oh ilaka uska ho jata hai..

"Aaj tak saare kaam adhure chode hain maine.. Lekin yeh kaam adhura nahin chodunga.. Himmat hai toh aazma kar dekh….

"Ladkiyon ko jawaab dena sikhna seekhna chahiye… Ladkiyon ko nakhoon sirf rang lagane ke liye nahin badhana chahiye… Koi chede toh uske chehre ko nouch lena chahiye..

"Kamaal hai MAA… Tujhse kuch nahin chupa sakta… Aur yeh bhi kisise kuch nahin chupa sakti.




"Jab tak haar nahi hoti na ... tab tak aadmi jeeta hua rehta hai"


"Jahan pyar hota hai, wahan naraazgi nahi ... umeed hoti hai"


"Besharami aur imaandari farak kuch nahi haunda hai ... farak sirf sunne waale de dil vich haunda hai"




"Besharami aur imaandari farak kuch nahi haunda hai ... farak sirf sunne waale de dil vich haunda hai"


"Tum log sab jhoot bol rahe ho ... najane kitne din, kitne mahine, kitne saal jhoot pe jhoot pe jhoot bolte aaye ... aur main chup chap bardaasht karta raha"


"Hamare gehre vishvas ke rishtey mein ... tumne apne dil mein kuch gehre raaz chupaye hai"


"Achchai se hi burai ko maara ja sakta hai ... neki se hi baddi ko mitaya ja sakta hai ... shanti se hi kisi ki mann ki jalan ko hataya ja sakta hai"



"Boss ka khun bolta nahi, kholta hai, aur jab yeh kholta hai to yeh ek ek ko phodta hai"

"Khaak mazaa hai jeene mein ... jab tak aag na lagi ho apne dushman ke seene mein"

"Apne ko kya hai ... apne ko sirf pani nikalna hai"




"Kiski majaal joh chede dilair ko ... gardish mein gher lete hai geedar bhi sher ko"


"Ab ke saawan mein yeh shararat hamare saath hui ... hamara ghar chodke saare shehar mein barsaat hui"


"Aasmaanon se kaho agar hamari udaan dekhni ho, toh apna kad aur uncha karle ... husn waalon se kaho ki agar ishq dekhna ho, toh humse aake mile"


"Maa ke doodh mein toh dum hota hi hai ... chahe woh Hindustan ki ho ya Pakistan ki"


"Mana ki tu ek insaan hai sari duniya ke liye ... magar sari duniya hai kisi ek insaan ke liye"

"Hoon main parwana magar koi shamma toh ho raat toh ho ... jaan dene ko hoon haazir, koi baat toh ho"


"Mohabbat rang lati hai jab dil se dil milte hai ... mushkil toh yeh hai, ki dil badi mushkil se milte hai"

"Tirchi nigaahon se na dekh aashiq-e-dilgir ko ... kaise teerandaz ho tum, zara seedha toh karlo teer ko"


"Aao jhuk kar salaam kare unhe jinke hisse mein yeh mukaam aata hai ... kis kadhar khush naseeb hai woh log ... khoon jinka watan ke kaam aata hai"


"Kya sametega hum mein yeh waqt ka gehra dariya, hum kinaro se ubharne ka hunar jaante hai ... seedhe haatho ne joh kheenchi hai lakeerein tedhi, un lakeeron par chalne ka hunar jaante hai"


"Maut ke mandiyon mein ja-jakar apne beto ki boliyan di hai ... desh ne jab bhi ek sar manga, humne bhar-bharke jholiyan di hai"


"Zindagi kamaal hoti hai ... ulhaj jaaye toh jaan lele ... sulhaj jaaye toh bemisaal hoti hai"


"Duniya ka aitbaar karen bhi toh kya kare ... aasoon bhi apni aankh ka apna na hua"


"Humse woh jhoot bolkar sharma rahe hai kyun ... thodi bahut jhoot ki aadat sabhi ko hai"


"Soocha tha khatir karenge hum bemisaal teri ... woh dekh tere ghar waale aa gaye hai utaarne khaal teri"



"Na yeh sarkari hai Na gair kanooni Na yeh neta hai Na koi terrorist Kaam se Hero Naam se Villain Yeh hai Gabbar!

"50-50 kosh door Jab koi rishwat leta hai Toh log kehte hain mat le Warna Gabbar aa jayega"

Humko Deewana Kar Gaye Dialogues


"Sapne aur haqeeqat mein sirf palak khulne aur band hone ka farak hota hai ...Palak band toh sapna, khuli toh haqeeqat" 

Pyar mein shak ki koi jagah nahi hoti hai ... Jahan pyar hota hai, wahan sirf pyar hota hai ...sirf pyar"

Zindagi mein kuch aise rishte ban jaate hai ... Jinhe hum samajhte toh hai, Lekin samajhna nahi chahte..Magar ye joh dil hai na...Ye sab kuch samjhta hai"


Once Upon A Time In Mumbai Dobara Dialogues


"Peene ki capacity, jeene ki strength, Account ka balance aur naam ka khauff, kabhi bhi kam nahi hona chahiye"

"Mujhe achcha banne ka koi shaunk nahi hai Suna hai upar waala achche logon ko bahut jald Apne paas bula leta hai"

"Hero marne ke baad swarg jaata hai, Aur villian jeete ji swarg paata hai"


"Ladki jab roti hai na bahut saare reasons hote hai Par jab ladka rota hai Reason ladki hi hoti hai"

"Hero kya hota hai? Pyar ke liye ladne waala, dosti ke liye marne waala, Kismat se fakeer par himmat se bhara hua..sharif aadmi"


Post a Comment

2 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
  1. Please Send me

    C categry ke d class log
    Full dialogs

    ReplyDelete
  2. In addition the lighting framework is likewise sensor base as when I don't utilize it, and afterward it will rest until and except if I move it once more. MOBILE

    ReplyDelete

Top Post Ad

Below Post Ad