John Abraham Dialogues | John Abraham Memorable Dialogues

John Abraham Dialogues- Get all time favourite dialogues, memorable dialogues of John Abraham. He is a famous Bollywood actor, producer and a former model. Now he is the most handsome actor in Bollywood. He had started his acting career with Jism film which was released in 2003. He has already worked in too many hits films, like Dhoom (2004), Garam Masala (2005), Taxi No. 9211 (2006), Dostana (2008), New York (2009), Force (2011), Housefull 2 (2012), Race 2 (2013), Shootout at Wadala (2013), Welcome Back (2015), Dishoom (2016). He established himself as a good actor in Bollywood. He also delivered too many good dialogues, some dialogues are really amazing. Here we have collected some best dialogues of John Abraham, all dialogues are taken from his different movies.


John Dialogues, John Abraham Best Dialogues, John Hit Dialogues

John Abraham All Time Famous Dialogues

Shootout Wadala Dialogues

"Shareer mein 206 haddiyan hai, aur samvidhan mein 1670 kanoon ... haddi se lekar kanoon sab todhta hoon"- Shootout Wadala

Tujhe izzat ki roti khilaonga uski koi guarantee nahi de sakta ... lekin roti ke saath izzat zaroor dilaonga -Shootout Wadala

"Itna maroonga ki dard ko bhi samajh nahi aayega ki kaunse zakhm se bahar nikloon"- Shootout Wadala

"Doosra mauka sirf kahaniyan deti hai ... zindagi nahi" -Shootout Wadala

"Bandook chalene se pehle bandook sambhalna seekh ...Nahi toh galat jagah pe phat jayegi"- Shootout Wadala


John Dialogues, John Abraham Best Dialogues, John Hit Dialogues

"Zung hathyaaro ko lagta hai ... Iraado ko nahi" - Shootout Wadala

"Guru ko bada uska shishya banata hai" - Shootout Wadala

"Aadmi ko insaan banne se pehle janwar banna parta hai" - Shootout Wadala

"Mujrim maa ke pet pe kam ... police station ke gate pe zyada bante hai" -Shootout wadala

"Guneghar toh koi bhi ban sakta hai ... lekin yeh yaadgar banne ka mauka hai" -Shootout Wadala

Rocky Handsome Dialogues

"Deadly, dangerous ya Rocky ... Iss naam se mujhe woh jaante hai joh mujhe janana nahi chahte hai ... baaki sab ke liye, I'm just handsome" - Rocky Handsome

"Kal ki baat karne waala kal nahi marta ... Kal ki baat karne waala aaj marta hai ...Sirf aaj ka sochne waale ke haathon ... Aur main sirf abhi ki sochta hoon" - Rocky Handsome

"Tujhse kitni badi galati hui hai woh tujhe teri sazaa batayegi" - Rocky Handsome

Race 2 Dialogues

"Raftaar tezz na ho toh dushman ki chalayi goli ka kaam aasaan ho jaata hai" -Race 2

"Uski jeet ko main apni jeet mein badal doonga" - Race 2

"Aaj meri wajah se tumhari ek achchi aadat chute jayegi ... zinda bachchne ki" - Race 2

"Hum jaise purane paapi agar bhagwan ko pyare hone lage..Toh uske reputation ka kya hoga"- Race 2

John Dialogues, John Abraham Best Dialogues, John Hit Dialogues

Neend ki dawai mat dena ... Nahin toh hosh mein aate hi pehle tumhe maar doonga - Force

"Mujhe tapori ko dekhte hi uski aukaad ka andaza ho jaata hai" - Force

"Time badal chuka hai ... Aur desh bhi ...Ab hum ghar mein ghuske maarte hai" - Force 2

"Gut feeling, aggression, common sense ...Yeh hai Mumbai police ka kaam karne ka tareeka"- Force 2

Dhoom Dialogues

"Mere rules koi nahi todh sakta ... Main bhi nahi" - Dhoom

"Tezzi goli mein nahi ... Chalane waale mein hoti hai"  - Dhoom

"Nothing is permanent ... Na tum, na main, na plan, na time" - Dhoom

"Tumhari kismat badal rahi hai ... Tum bhi badal jaoge" - Dhoom

Welcome Back Dialogues

"Mobile uska, sim apun ka ... Tu beech mein missed call dene waala kaun ...Behen uski, byah apun ka ... Tu beech mein taang adhane waala kaun" - Welcome Back

"206 haddiyon ko 2006 tareeke se todhne ka experience hai Apun ka"  - Welcome Back

"Rishta upar waala banata hai ... neeche waale taang adhate hai" - Welcome Back

"Jis Umar Mein Aapko haqeemo ke Saath Hona chahiye...us Umar Mein Haseeno Ke Saath ...not good" - Welcome Back

"Arre yeh saale Majnu bhai patthar khane waale kaam karte hai ... khud ko toh Laila milti nahi ... aur jisko mil-rehli hai us mein bhi fingerbaazi" - Welocme Back

"Bangkok waala character hoke Haridwar waala feel mat de" - Welocme Back

"Jab Ajju bhai maarne pe aata hai toh gender nahi dekhta hai" - Welocme Back

"Tendulkar bina India adhoora, Jai ko Veeru karta hai poora ... Rocko bulaye aur Hunter na aaye, aaise dialogue pe Rajinikanth bhi taali bajaye" - Desi Boyz

"Teri kainath mein aye khuda, mere dil kahin bhi laga nahi ... Joh tasalliyan mere dil ko de, mujhe aaisa koi mila nahi" - Jism

John Dialogues, John Abraham Best Dialogues, John Hit Dialogues

"Hamara kal jaisa bhi ho, hum saath milkar usse khoobsurat banayenge ...Lekin agar tum saath na aayi ...Toh na aaj hai na aane waala kal" - Salaam e Ishq

"Slumdog ka pata nahi ... Lekin yeh kisi millionaire ka ghar lagta hai" - Housefull 2

"Chillar ka pata nahi ... Lekin mujh mein change aa gaya hai" - Housefull 2

"Jeene ka maqsad jab badla hota hai ... Toh badla le lene ke baad jeene ka maqsad khatam ho jaata hai" - Zinda

"Life mein profit se zyada kuch aur cheezein mainey rakhti hai"- Zinda

"Manzil tak pahuchne ke liye, apna maqsad haasil karne ke liye ....Kabhi kabhi barso intezaar karna padta hai" - Zinda

Satyamev Jayate Dialogues

"Do takke ki jaan lene nau millimeter ki goli nahi....Chappan inch ka jigra chahiye" - Satyamev Jayate

"Ab tujhe aisi maut maroonga ... ki tu is janam mein jalega ... lekin dard agle janam tak chalega" - Satyamev Jayate

"Ek shapath aapne li thi...Apni vardi, apne farz ke liye ... Ek shapath maine li hai baba ...Iss medal ki khoyi hui izzat lautane ki ...Jinhe khakhi pehenne ka haq nahi ...unhe khaak mein milane ki"- Satyamev Jayate

John Dialogues, John Abraham Best Dialogues, John Hit Dialogues

"Lagbag chaar hazar do sau dharam hai is duniya mein ... Aur unki wajah se na jaane kitne log har din marte hai, maarte hai ... Lekin tum jaiso ne ek naye dharam ko janam diya hai ... Corruption" -Satyamev Jayate

"Jako rakhe saiyan maar sake na koi ... Par joh maare satya vaste uske sang saiyan hoye"- Satyamev Jayate

Dekha kitna daam hai ..Ek aurat ki mar mein....abb duniya ka koi bhi mard tana nah maregaa....ki tune chudiyaa pahani kya" Satyamev Jayate

"Dost nahi badalte ... Waqt badal jaata hai" - Babul

"Yeh sach hai ki jagah ki dooriyan ... Aksar dilon ki nazdikiyan ban jaati hai" - Babul

"Pyar mein waqt ki koi seema nahi hoti" - Babul

"Waqt halaat badalte hai ... aur halaat insaan" - Lakeer

"Shivaji ke paas ek horse ka power tha...Aur unka ghoda hawa ke saath baat karta tha ... tere paas athrah horse ka power hai, gear mein dhal aur bol ... Jai Maharashtra!" -Taxi No 9211

"Hum duniya ki nazaron mein girenge ya khare utrenge ... Yeh pata nahi lekin itna yakeen hai ... Ki hum khud apne aap se nazarein milake yeh keh payenge ...Ki humne joh socha woh desh ke liye tha ...Hamne joh kiya woh desh ke liye hai ...Aur humne joh paaya woh desh ka hoga" - Parmanu

John Dialogues, John Abraham Best Dialogues, John Hit Dialogues

"Rishtey buri tarah hi khatam hote hai ...varna khatam hi nahi hote" - Jism

"Bahut jala hoon main is akelepan ki aag mein ... Aur tumhare liye main sari duniya ko jala sakta hoon" - Aitbaar

"Mere pass poori army thi ... uske pass, Sirf uska Vishwas...that I will come back home alive" -Madras Cafe

"Sirf Hindustan chhoda hai ... Hindustaniyat nahi" -Dhan Dhana Dhan Goal

"Jab do galatiyan mil jaati hai ... toh ek cheez sahi ho jaati hai"- Garam Masala



Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad