Deewar Movie Dialogues | Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Parveen Babi, Neetu Singh
Movie Credits :-
Directed : Yash Chopra
Produced : Gulshan Rai
Written : Salim-Javed
Starring : Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Parveen Babi, Neetu Singh, Nirupa Roy, Satyendra Kapoor, Iftekhar, Madan Puri
Music : Rahul Dev Burman
Cinematography : Kay Gee
Release dates : 24 January 1975
Some Best Dialogues of Amitabh Bachchan
“Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata.”
" Aaj khush to bahut hoge tum "
“Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata ”
" Isse apni jeb mein rakh le Peter ....Ab yeh taala main teri jeb se chabi nikaalkar hi kholoonga "
" Main jab bhi kisi se dushmani mol leta hoon.......saste mehenge ki parvah nahi karta
" Suna hai lift ki deewaaron ke kaan nahin hote"
" Jao pehle us aadmi ka sign lekar aao jisne mere haath pe yeh likh diya tha......uske baad mere bhai tum jis kagaz pe kahoge main uspe sign kar doonga "
" Aaj mere paas buildingen hai, property hai, bank balance hai, bungla hai, gaadi hai ... Kya hai, Kya hai tumhare pass? "
" Jis kaam ke liye aapne mujhe rakha hai ...woh kaam kaise kiya jayega ... yeh soochna bhi mera kaam hai "
" Uff tumhare ussool, tumhare adarsh ...kis kaam ke hai tumhare ussool ...tumhare saare ussoolon ko gound kar ek waqt ki roti nahi banayi ja sakti "
" Meri maa mujhe wapas dedo"
" Tumhari jaisi ladkiyan apna naam kapdon ki tarah badalti hai "
"Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah....Haqeeqat ki chattanon se takraate hi toot jaate hain"
Dialogues Of Shashi Kapoor
" Mere Pas Maa hai"
" Jab tak ek bhai bol raha hai, ek bhai sun raha hai ... jab ek mujrim bolega, ek police officer sunega"
" Zyada paisa aaye toh neend nahi aati ... neend aaye toh zyada paisa nahi aata "
" Car se aane waale aksar der se aate hai "
" Yeh duniya ek third class ka dibba ban gayi hai ......Jagah bahut kam hai, musafir zyadaa "
" Jis raaste par main chal raha hoon uska anjaam shayad bura bhi ho sakta hai ...lekin jis raaste pe tum chal rahe ho uska anjaam sirf bura hi hota hai Bhai "
Dialogues Of Niruma Roy
" Tu abhi itna amir nahi hua beta ... ki apni maa ko khareed sake "
Dialogues By Parveen Babi
" Koi iss liye pee raha hai ki din bhar kaam kiya, thak gaye ...koi iss liye pee raha hai ki aaj din bhar kuch nahi kiya, bore ho gaya ...koi iss liye pee raha hai ki aaj doston ke saath hai ... aur koi iss liye pee raha hai ki aaj dost saath nahi "
Dialogues By Others
" Paisa nahi toh kuch aur sahi ...har insaan ki koi na koi kamzori zaroor hoti hai "
Hello friends, Today I am sharing some beautiful dialogues of Amitabh Bachchan starer Deewar movie. This is a blockbuster hit movie. Deewar is Bollywood movie which was released in 1975. This is crime darama movie which is directed by Bollywood best director Yash Chopra and written by Salim-Javed. Amitabh Bachchan Shashi Kapoor, Parveen Babi, Neetu Singh And Nirupa Roy were played main role in this movie. This is the one of the best movie of Amitabh Bachchan. He had played a 'Angry Young Man' in this movie. His role name is Vijay Verma. He played elder brother of Shashi Kapoor (Ravi Verma)in this movie. This movie is based on story of two brother. This movie is full of some beautiful dialogues which was mostly delivered by Amitabh bachchan, Shashi Kapoor and Nirupa Roy. I have collected best dialogues of this Deewaar movie. I hope, You will like my post.
Movie Credits :-
Directed : Yash Chopra
Produced : Gulshan Rai
Written : Salim-Javed
Starring : Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Parveen Babi, Neetu Singh, Nirupa Roy, Satyendra Kapoor, Iftekhar, Madan Puri
Music : Rahul Dev Burman
Cinematography : Kay Gee
Release dates : 24 January 1975
Deewaar Hindi Movie Best Dialogues Collection | Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor