Zindagi Na Milegi Dobara Movie Best Dialogues, Shayaires And Poems Collection

Some Beautiful Sharies And Poems Of Zindagi Na Milegi Dobara Movie, Zindagi Na Milegi Dobara Farhan Akhtar Poems And Shayries, Zindagi Na Milegi Dobara Poems, Zindagi Na Milegi Dobara Movie Best Dialogues By Hritik Roshan And Farhan Akhtar, Zindagi Na Milegi Dobara Bollywood Hindi Film Dialogues And Poems

Zindagi Na Milegi Dobara Dialogues, Shayaries And Poems




Hello Friends, I am sharing Some Famous Dialogues, Shayaries And Poems of Zindagi Na Milegi Dobara. This had released on 2011. This film was very sweet and beautiful. This movie has so many beautiful poems and shayaries which is mostly delevred by Farhan Akhtar and lyrics written by Javed Akhtar. 


Zindagi Na Milegi Dobara is a 2011 Bollywood comedy-drama film directed by Zoya Akhtar and produced by Farhan Akhtar and Ritesh Sidhwani of Excel Entertainment. Hrithik Roshan, Farhan Akhtar, Abhay Deol And Katrina Kaif were in main lead roles including Kalki Koechlin. This film learns how to enjoy in life. How to live happy in life. This movie story based on friendship. All three actor were friends science childhood. The music and score was composed by Shankar-Ehsaan-Loy with lyrics by Javed Akhtar. This movie is very popular and famous in young ages. All the chracters of this movie are very beautiful and sweet. Here I am updating some beautiful poems and diaogues of this film. All the poems of this movie are very famous because all poems are motivational and life inspiring.




Directed : Zoya Akhtar
Produced : Farhan Akhtar,Ritesh Sidhwani
Screenplay : Zoya Akhtar, Reema Kagti
Story : Zoya Akhtar, Reema Kagti
Starring : Hrithik Roshan, Abhay Deol, Farhan Akhtar, Katrina Kaif, Kalki Koechlin
Music : Shankar-Ehsaan-Loy
Production company : Excel Entertainment

Distributed : Eros InternationalRelease dates : 15 July 2011

Bollywood Movie | Zindagi Na Milegi Dobara Dialogues And Shayries


Zindagi Na Milegi Dobara Poems By Javed Akhtar In Farhan's Voice 

Poem 1

Ik baat honthon tak hai jo aayi nahin
Bas ankhon se hai jhaankti
Tumse kabhi, mujhse kabhi
Kuch lafz hain woh maangti
Jinko pehanke honthon tak aa jaaye woh
Awaaz ki baahon mein baahein daalke ithlaaye woh

Lekin jo yeh ik baat hai
Ehsaas hi ehsaas hai
Khushboo si hai jaise hawa mein tairti
Khushboo jo be awaaz hai
Jiska pata tumko bhi hai
Jiski khabar mujhko bhi hai
Duniya se bhi chhupta nahin
Yeh jaane kaisa Raaz hai

Poem 2

Jab Jab dard ka baadal chaya
Jab ghum ka saya lehraya
Jab aansoo palkon tak aya
Jab yeh tanha dil ghabraya

Humne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai
Duniya mein yunhi hota hai

Yeh jo gehre sannate hain
Waqt ne sabko hi baante hain
Thoda ghum hai sabka qissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekaar hi nam hai
Har pal ek naya mausam hai
Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai.............!

Poem 3


Dilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe ho...........Toh zinda ho tum!
Nazar mein khwaabon ki bijliyan leke chal rahe ho.......Toh zinda ho tum!

Hawa ke Jhonkon ke jaise aazad rehna seekho,
Tum ek dariya ke jaise, leharon mein behna seekho,
Har ek lamhe se tum milo khole apni baahein,
Har ek pal ek naya samaa dekhiye,

Jo apni aankhon mein hairaniyan leke chal rahe ho....Toh zinda ho tum!
Dilon mein tum apni betabiyan leke chal rahe ho.......Toh zinda ho tum!

Poem 3


Pighle neelam sa behta hua ye sama
Neeli-Neeli si khamoshiyaan
Na kahin hai zameen, na kahin Aasmaan
Sarsarati hui tehniyaan, pattiyaan
Keh raheen hai ki bas ek tum ho yahaan...Sirf main hoon
Meri saansein hain aur meri dhadkanein
Aisi gehraiyaan, aisi tanhaiyaan..Aur main sirf main
Apne hone par mujhko yaqeen aa gaya






"Sieze the day my friend ... pahle iss din ko poori tarah jiyo, phir chalis ke bare mein soochna" -Katrina Kaif


"Insaan ko dibbe mein sirf tab hona chahiye ... Jab woh mar chuka ho"- Katrina Kaif


"Insaan ka kartavya hota hai koshish karna ... kaamyabi nakaamyabi sab uske haath mein hai" -Farhan Akhtar


"Kabhi pay check milte waqt ... tumhare aankhon mein aasun aye hai ?" - Katrina Kaif









Previous Post Next Post

Contact Form