[Famous] Superhit Dialogues of Gangs of Wasseypur 1 | Manoj Bajpai, Nawaz & Tigmanshu Dhulia

Gans Of Wassepur Bollywood Movie Dialogues, Some Famous And Hits Dialogues Of Gangs Of Wassepur Movie, Best Dialogues Collection Of Gangs Of Wassepur 1 Movie , Manoj Bajpai Famous And Hits Dialogues Of Gangs Of Wassepur Movie



Gangs of Wasseypur is a famous Bollywood film and loved by many peoples. I have seen my die hard seen of Gangs of Wasseypur. Famous Dialogues of Gangs of Wasseypur are Awesome and if you are a GOW  fan you know each and every dialogue of the movie. Today we are sharing dialogues of Gangs of Wasseypur and dialogues of Gangs of Wasseypur 2. These are not complete list of dialogues we are sharing the most Favourite dialogues you can add more in comment section.


Famous And Popular Dialogues of Gangs of Wasseypur


"Are yeh Wasseypur hai bhaiyya! yahaan kabootar bhi ek par se udta hai aur doosre se apni izzat    bachaata hai "


 "Zara soongh ke batao Mantriji nashta mein ka khaye hai "  by Manoj

"Yahan kabootar bhi ek pankh se udhta hai ... aur doosre se apna izzat bachata hai "

"Na koi kisi ka raqeeb hota hai ... na koi kisi ka habeeb hota hai ... khuda ki rehmat se ban jaate hai  rishtey, jahan jiska naseeb hota hai "

"Khana khao, taqat aayega ... bahar jaake beizzati mat karana "

" Keh ke lenge uski "

"Kabhi chahane se hum zindagi dete hai aur kabhi bhool se ... lekin maut hamesha hamari   khud ki chuk se hoti hai "

"Itna goli maarte ... ki aapka driver bhi khali khoka bech bechkar rayees ban jata "

" Insaan joh hai bas do nasal ke hote hai ... ek hote hai haraami aur doosre bewakoof "

"Har yaar wafaadar nahi hota ... har patthar chamakdar nahi hota ... na jaane bal mein kitne phool       khile hai ... har phool khusboodar nahi h "

" Gareebi todh deti hai joh rishtey khak hote hai ... aur paraye apne hote hai jab paise paas hote hai "

" Bade log apna naam bhool jaate the ... lekin apni zameen apna samaan nahi "

 "Aad chahe jitna bada ho jaye ... Laad ke neeche hi rehta hai "

Baap ka Dada ka Bhai ka sb ka badla lega re tera FAIZAL."

" Saala taar iske muh mein daal ke aur gaand se nikaal ke isi plot pe patang nahi udayi na to hamara bhi naam nahi."


" Apni bhaawnao ko apni gaand me dalo............ Beta, tumse na ho payega"


" Jab tak iss desh main cinema hai, tab tak log chutiye bante rahenge " By Ramadheer Singh



"Jaise loha lohe ko katata hai waise chutia hi chutia ko maraga naa."


Some other Funny And Beautiful Dialogues Of Gangs Of Wassepur Movie


"Ek Kaam Karte Hai
 Tumko Bhi Beech Mai Se Kaat Dethe Hai
 Ek Taang Hamare Paas, Ek Taang Uske Paas
 Ek tho Gaand Hamko De Do, Ek Usko
 Auzaar Bhi Beech Mai Se Kaat Dethe Hai
 Moo Se Mootna "


Ka hai, ee ka hai? Muskura kahe rahe hai, ee ka hai? Ye sab achha thodi na lagta hai, aapko permission leni chahiye na? Aapko laga ki matlab jo marzi, hath laga lenge humko? Poochna chahiye aapko, permission leni chahiye. Kisi ke ghar jaate hai to poochte hai ki andar aaye ya na aaye na? Hum gussa nahi ho rahe hai. Aapko poochna chahiye na. Pooch ke rakhiye hath, koi pareshani thode hai.


Faijal: Picture chalein? Karan Arjun.. Chal na Sah-rukh Salman dono hain..
Mohasina: Haath Pakdoge tum?
Faijal: Maa kasam nahi pakdunga..
Mohasina: Godi mein popcorn girega, to dhoondoge nahi andhere mein?
Faijal: Maa kasam nahi dhoondenge..
Mohasina: Sat ke baithoge?
Faijal: Maa kasam nahi satunga..
Mohasina: To apni amma ko saath le jao na, hamara kya jaroorat hai.


Hum abhi tak jinda hain kyunki hum sanimaa nahi dekhte. 
Sab saale sabke dimaag me apni apni picture chal rahi hai, 
Sab saale hero banna chah rahein apni picture me. E saala 
Hindustan mein jab tak sanimaa hai, log chutiya bante rahenge…!


Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad