Bajirao Mastani Movie Dialogues By Ranveer Singh, Deepika Padukone, Priyanka Chopra

Bajirao Mastani Movie Dialogues Lyrics Collection, Ranveer Singh Dialogues Of His Upcoming Movie Bajirao Mastani Movie, Some Historic Dialogues Of Movie Bajirao Mastani Movie



Bajirao Mastani is an Indian historical romance film produced and directed by Sanjay Leela Bhansali. The film tells the story of the the Maratha warrior Peshwa Baji Rao I of the Maratha Empire and his second wife Mastani. Ranveer Singh and Deepika Padukone playthe titular protagonists, and Priyanka Chopra plays Bajirao's first wife Kashibai. He is one of history’s greatest unsung heroes a Maratha Peshwa who rewrote the true essence of love and fearlessly protected his kingdom for over 47 long wars. Presenting an epic tale of one of the greatest warriors of India and his unforgettable love story that has inspired the nation across centuries. Here I am sharing some hard hitting and romantic dialogues of this Bajirao Mastani Movie.

Movie Credit:-

Directed : Sanjay Leela Bhansali
Produced : Sanjay Leela Bhansali, Kishore Lulla
Written  : Prakash Kapadia
Starring : Deepika Padukone, Ranveer Singh, Priyanka Chopra
Music : Original songs, Sanjay Leela Bhansali
Background Score : Sanchit Balhara
Cinematography : Sudeep Chatterjee
Production company : SLB Films
Distributed : Eros International
Release Date : 18 December 2015

Bajirao Mastani Movie Dialogues Lyrics / Ranveer Singh 


Ranveer Singh Dialogues 


"Aandhi roke toh hum toofan,toofan roke toh hum aag ka dariya,yeh Shapath hai Bajirao Balaal ki…Har Har Mahadev ! "


"Cheeteh ki chaal, baaz ki nazar aur Bajirao ki talvar par sandeh nahi karte, kabhi bhi maat de sakti hai"


"Bajirao Ki Raftaar Hi Bajirao Ki Pehchan Hai"


" Bajirao ne Mastani se Mohabbat ki hai.....Aaiyasi nahi "


"Hamare dil ek saath dhadakte hai ... aur ek saath rukte bhi hai"


"Dhakhan mein agar koi bahadur hai toh woh Nizam hi Nizam hai ... baaki toh bina guthli ke aam hai"


Deepika Padukone Dialogues


" Kiski talvar par sar rakhon yeh bata do mujhe, Ishq karna agar khata hai toh saza do mujhe"


"Ishq, joh toofani dariya se bagavat kar jaaye woh ishq, bhare darbar mein joh duniya se ladh jaaye woh ishq, joh mehboob ko dekhe toh khuda ko bhool jaaye woh ishq"


"Tujhe Yaad Kar Liya Hai Aayat Ki Tarah, Ab Tera Zikar Hoga Ibadat ki tarah "


" Yodha hun, thokar pathar se lage tabhi haath talvar par hi jata hai "


"Aap humse hamari zindagi maang lete hum aapko khushi khushi de dete, Par aapne toh humse hamara guroor cheen liya "


" Kiski talvaar pe sar rakhu ye bata do mujhe, Ishq karma agar khata ha to saza do mujhe"


"Yeh sach hai ki har dharam ne ek rang ko chun liya hai, par rang ka toh koi dharam nahi hota ... haan kabhi kabhi insaan ka mann kaala zaroor ho jaata hai joh usse rang mein bhi dharam dikhai deta hai "

Bajirao Mastani

"Heere mein heera ho toh usse kehte hai Kohinoor ... Rao ka naam lete hi Kashi ke chehre par aata hai noor "


Priyanka Chopra  Dialogues


" Heere mein heera ho toh usse kehte hai Kohinoor , Rao ka naam lete hi Kashi ke chehre par aata hai noor "

" Aap humse hamari zindagi maang lete hum aapko khushi khushi de dete, par aapne toh humse hamara guroor cheen liya "


"Jag mein kho jaane waale toh kabhi kabhi mil bhi jaate hai ... lekin joh apne hi ghar ke aangan mein kho jaaye ... woh itni aasaani se nahi milte"


Other Dialogues


"Maratha sultanat mein agar Chhatrapati Shivaji aur Shambhuraje ke baad koi hai, toh woh sirf Baji hi Baji hai  baaki toh sab bajhi hai"


"Surya kirano ke bina, khushboo hawa ke bina aur raja pradhaan ke bina adhoora hai"


"Har dharam mohabbat sikhata hai ...par mohabbat ka toh koi dharam nahi hota ...woh khud apne aap mein ek dharam hai"


"Putra agar pita ki paghdi pehan le toh usmein pita ki buddhi toh nahi aa jaati ...chandan ke brush ko bhi sugandh dene ke liye ek umar ki avashakta hoti hai" - Aditya Pancholi


Bajirao Mastani Movie Trailer Release / Ranveer Singh / Priyanka Chopra / Deepika Padukone


              



Previous Post Next Post

Contact Form