Gadar Movie ( Sunny Deol) Famous And Hits Dialogues, Shayari Collection

Gadar : Ek Prem Katha (Sunny Deol) Movie Dialogues


Gadar Movie Dialogues - Find all the best dialogues from Gadar Ek Prem Katha. This is a beautiful love story. I am sharing some beautiful and hard hitting dialogues of Sunny Deol, Amisha Patel of movie Gadar. This was released on date 2001. This was the biggest hit movie of this year. This movie is directed by Bollywood famous director Anil Sharma and produced by Nitin Keni. Sunny Deol, Amisha Patel, Amrish Puri are in main lead role. Sunny Deol had played a Pujabi Jatt named Tara and Amrish Puri had played negative character in movie. The movie is very popular and famous due to his action, dialogues, songs, music, romance in every ways. About all songs are very famous. Gadar: Ek Prem Katha is the most watched Hindi film in India as it recorded 5.05 crore footfalls in India. The movie is full of good dialogues. All the dialogues are very famous and popular. Mostly all famous dialogues are delivered by Sunny Deol. Here I have collected some popular and best dialogues of Sunny Deol from Movie Gadar Ek Prem Kata. If you are looking dialogues then you are on the best website. I hope, You will like my post.



Directed: Anil Sharma
Produced: Nitin Keni
Written: Shaktiman Talwar
Starring: Sunny Deol, Amisha Patel, Amrish Puri, Lilette Dubey
Narrated: Om Puri
Music: Uttam Singh
Cinematography: Naj
Edited: A.D. Dhanashekharan, Keshav Naidu, Arun V. Narvekar
Distributed: Zee Telefilms
Release dates: 15 June 2001

Gadar Ek Prem Katha Movie Hard Hitting Dialogues By Sunny Deol 


Dialogues By Sunny Deol



"Kyuo Dewaana hua jata hai koi, Kyuo araman paida huye hain kahin malum nahi, ye kambakhat dil chahta kya hai"

" Mujh garib pe rahem tumne kyuo kiya, Jo kuch the mere pas sab loot liya"

"Guldstaa hai phoolon ka, Ya chaman baharon ka, Jo dekhte hi dil kahin kho gyaa bechare ka"

"Mera naseeb hai dilon chahte janaa, Aur dilon pana ek arman, teri yadein hai meri dhadakan, Har dhadkan mein tu hi meri jaan"

"Jis chand ko ji bhar kar dekhna taqdeer mein na tha, Aaj wo chand bhi mera hai...Aur chandani bhi"

"Ek bat jan le Naftar sirf jalati hai rakh kar deti hai...chahe vo dil ho, ghar ho mulk ho"

"Hamara Hindustan zindabad tha, zindabad hai, aur zindabad rahega "

"Agar main apne biwi bachchon ke liye sar jhuka sakta hoon, toh main sabke sar kaat bhi sakta hoon"

Gadar Movie Dialogues

"Mujhe mere bachche ko uski Maa se milane se koi taqat koi sarhaad nahi rok sakta" 

"Ek kagaz par mohor nahi lagegi toh kya..Tara Pakistan nahi jayega ? "

"Barsaat se bachne ki haisiyat nahin...aur goli baari ki baat kar rahe hai aap log "

"Bap banakr beti ko vida kar dijiye, isi mein sabki bhalai hai, Varna agar aaj ye jatt bighad gaya toh sehkadon ko le maregaa "

"Adami ka sabse bada majahab hai Apne biwi aur bachchon ko hifatajat karna"

 "Jab paani pul ke niche se ek bar nikal jata hai to wo wapas nahi aataa "

"Siyasate badal gayi, watan ke naam badal gaye par dil ke jazbaat to nahi badle jaa sakte na "

 "Ye mulk hai koi khet ka tukda nahi jo yunhi bat jayegaa "

"Kisi ko hindustan chahiye to kisi ko Pakistan, Insano ki to insano ko zarurat hi nahi"

Amisha Patel Dialogues in Gadar, Gadar Movie Hit Dialogues


 Dialogues By Amisha Patel

 "Nahi jayengen hum hindustan , phone bhi nahi kahrengen khat bhi nahi likhengen bas ab hum sirf unka intezar karengen...Intezar "

"Kyuoki hum jante hai aaj nahi to kal wo hume lene zarur ayengen "

 "Saans Jism me aana bhul sakti hai, Subah nikalna bhul sakti hai, Aap apne khuda ko bhul sakte hain, Lekin hum unhe bhul jaye, Namumkin hai ye "

"Khuda sirf tumhara akele nahi hai.....Kazi"

"Hum to itne majboor hain ki mar bhi nahi sakte....Agar mar sakte to kab ke mar jate"

Other Dialogues

"Itne tukde karoonga ki pehchana nahi jayega "

 "Rab ek Khuda ek,to uske banaye hue sab bande bhi ek hi hue na, fir kya singh aur kya khan "

"Vo Hindustani yhan ayegaa...vo majnu aur ranjhe se bhi bada Ashiq hai....Khuda kasam jawani ishq karna chhod de...aisi mar marunga uss jatt ko"

"Gore Angrez hindustan ko kha gaye, Tukde kara gaye"


Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad