Dhadkan Movie Famous And Hits Dialogues- By Akshay Kumar, Sunil Shetty And Shilpa Shetty

Tags- Dhadkan Movie Dialogues Collection, Some Famous Dhadkan Movie Dialogues And Love Shayaries, Very Romantic And Love Related Dialogues Of Movie Dhadkan, Akshay Kumar Dialogues From Movie Dhadkan Movie, All Time Favourite Dialogues Of Movie Dhadkan, Sunil 
Shetty Dialogues Of Dhadkan Movie




Movie Credits:-

Directed: Dharmesh Darshan
Producer: Ratan Jain
Written: Naseem Mukri, Raj Sinha
Starring: Akshay Kumar, Sunil Shetty, Shilpa Shetty, Mahima Chaudhry
Music: Nadeem-Shravan
Cinematography: W.B. Rao
Release dates: 11 August 2000

Dhadkan Movie Famous Romantic Dialogues / Akshay Kumar, Sunil Shetty


Main tumhe bhool jaon yeh ho nahi sakta
Aur tum mujhe bhool jao yeh main hone nahi doonga


Meri kismat mujhpe kya rohegi ... tumhari mohabbat joh mere saath hai.



Koi bhi mazaak karlo ... lekin apne se bichadne ki baat mazaak mein bhi mat karna.





Nafrat ko sirf mohabbat se jeeta ja sakta hai ... sirf mohabbat se.


Tumhare haathon mein woh rekhayein hai, Joh mere haathon mein nahi hai
Tumhare maathe pe woh lakeerein hai, Joh mere maathe par nahi hai


Joh izzat, shradha, pyar ek beti de sakti hai ...
 Woh ek beta kabhi nahi de sakta ... lekin main yeh bhool gaya tha
Joh sharmindgi, joh zalalat ek beti de sakti hai ... woh bhi ek beta kabhi nahi deta
Kyun main jeet ke bhi haar gaya ... Aur woh haar kar bhi jeet gaya  ?


Kaun saala marta hai ... aur agar marr bhi gaya memsaab
Toh hamesha ke liye dhadkunga tumhare seene mein ... tumhari dhadkan bankar.


Bahut waqt ke baad ... yeh waqt aaya hai.


Is janam toh kya ... woh saat janamon tak jeet nahi sakta.




Tum log sab jhoot bol rahe ho ... najane kitne din, kitne mahine,
Kitne saal jhoot pe jhoot pe jhoot bolte aaye ... aur main chup chap bardaasht karta raha.


Hamare gehre vishvas ke rishtey mein ... tumne apne dil mein kuch gehre raaz chupaye hai.


Main tumhari har baat manne ko tayaar hoon,
Lekin yeh baat manne ko tayaar nahi ki iske charitra pe daag hai.


Duniya mein shayad hi aise koi maa baap honge joh apni aulaad ko zakhm dena chahenge,
Lekin na jaane kitni aisi anginat aulaadein hai,
Joh apne maa baap ka seena zakhmon se challi kar dalti hai aur uff tak nahi karti.


Syana woh hota hai joh waqt ke rukh ko dekhkar,
Jhukna seekhe ... aur rukh badalte dekhkar, dushman ko jhukana seekhe.


Rishteydari ki keemat toh chukani hi padti hai is desh mein


Tu kal bhi badtameez tha ... tu aaj bhi badtameez hai


Apne se bichadne ka mjak kabhi nahi karna

Other Movie Dialogues



1 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form