Ek Rishtaa Movie Dialogues By Amitabh Bachchan, Akshay Kumar,

Get the best and remarkable movie dialogues from the Ek Rishtaa: The Bond of Love. It is an Indian Family Drama film directed by Suneel Darshan released on 18 May 2001. It starring in this movie is  Amitabh Bachchan, Raakhee, Akshay Kumar, Juhi Chawla Karisma Kapoor, Mohnish Bahl. Ek Rishtaa movie was the first movie where Amitabh Bachchan and Akshay Kumar worked together.

Ek Rishtaa Movie Dialogues, Ek Rishtaa Dialogues

This is a family drama film where a big family confrontation a crisis when the difference of opinion take place between the father and the son. The movie was planned to be a story about a father, his son and his daughter, although, till the time the movie went in the production stage, Juhi Chawla became pregnant, hence her role was changed to a prolonged guest appearance. Music of this movie was composed by Nadeem-Shravan while lyrics were by Sameer. The album was the tenth most sold album of 2001. The movie had an average opening, and overall it was a Semi-Hit at the Box-office. It was the tenth highest-grossing movie of the year. Here We have collected some best and famous dialogues from Ek Rishtaa movie some dialogues are really stunning.



Ek Rishtaa: The Bond of Love Movie Best Dialogues


"Mar jaogee...apni jaan de dogi....vo bhi iss bachche ki juda hone par....jo sirf ek din ka hai...Tumne kabhi socha hai...un Maa Bap ka kya hota...Jinki santaan ko chhinani ki kosish kar rahi thi....Jinhone 25 salon se pal posh kar bada kiya...Uski parvarish ki...usse apna sapna apnaa armaan banaya...Agar vo bachcha unse alag ho jata...Toh kya vo nahi mar jate" - Akshay Kumar

"Koi kahe jheel, koi kahe jharna, koi dilruba tujhko ...
 Main bekhauf keh deta hoon, husn ka khuda tujhko" - Akshay Kumar

"Khudai bhi jhukti hai mere yaar ke samne ... 
 Koi tik nahi sakta mere pyar ke samne" - Sunil Shetty

"Jab sooch mein ek peedhi ka antar aa jaye ...
 Toh dono ko apne raaste alag alag kar lene chahiye" - Akshay Kumar

"Is tarah pyar ka izhaar nahi hota ... Joh do kadam saath chale woh yaar nahi hota ... 
pyar karne waale kaaton pe chalte hai ... Joh aa jaye sholay toh sholon mein jalte hai ... 
kyun tujhe mere pyar par aitbaar nahi hota ... Agar dilon mein sacha pyar nahi hota ...Toh yeh duniya nahi hoti, yeh sansar nahi hota" - Akshay Kumar

Ek Rishtaa Movie Dialogues, Ek Rishtaa Dialogues, Akshay Kumar Dialogues in Ek Rishtaa

"Sukh baatne se badhta hai ... dukh apnane se, dukh kam hota hai" - Akshay Kumar

"Hamare bandhan ke samne maine maatha teka hai ...Ghutne nahi teke hai" - Juhi Chawla

"Jab tum mere paas nahi hote toh mera dil nahi lagta ...Aur jab pass hote ho toh mera jee nahi bharta" - Juhi Chawla


"Zindagi aur kuch nahi sirf ek rishtaa hai ... joh in rishton ko todh deta hai, woh apno tak ko kho deta hai ... aur joh in rishton ko nibha leta hai, insaan toh kya bhagwan ko bhi paa leta hai" - Amitabh Bachchan



Ek Rishtaa Movie Dialogues, Ek Rishtaa Dialogues, Akshay Kumar Dialogues in Ek Rishtaa

"Teri aankhen hai jheel, jharno ka hai tujh mein jadoo ... 
  bas ek nazar dekhkar tujhko, mera dil hota hai bekabu" - Sunil Shetty

"Aaj rishto ne mere haath baand diye ... 
  varna kasam se tujhe khoon ke aasoon rulata" - Akshay Kumar

"Businessman woh hota hai joh poori imaandari ke saath ... Apne waqt, apne hunar, apni kaabiliyat ka sauda karne ke baad muhafza kamata hai"- Amitabh Bachchan


"Maalik ke ghar pe andhera karke ...Kabhi kisi mazdoor ke ghar mein roshni nahi aa sakti" - Ashish Vidayrthi

"Maine tum par vishvas kiya ...Aur tumne ussi vishvas ki neev mein zehar dal diya" - Amitabh Bachchan

Ek Rishtaa Movie Dialogues, Ek Rishtaa Dialogues, Akshay Kumar Dialogues in Ek Rishtaa

" Suna tha rishtey insaano ko ek doosre se jodhte hai ...
  lekin mere rishton ne toh mujhe bilkul hi todh kar rakh diya" - Amitabh Bachchan

" Oh meri jumma kitna tarsayegi de de chumma" - Shakti Kapoor

" Yeh baazi hum haar chuke hai ... Lekin is jung mein jeet hamari hogi" - Ashish Vidyarthi

" Zindagi mein kuch rishtey aaise hote hai ... 
  Jahan insaan ko maaf karna padta ha" - Amitabh Bachchan

" Beta jab jawan ho jaata hai toh woh apne baap ke swabhiman ko ...
  Abhiman samajhne lagta hai" - Amitabh Bachchan

" Ek kamyab businessman wahi hota hai ...
  Jis mein faisla lene ki ek shamta ho" - Amitabh Bachchan

"Tum bhool gaye ki ninyaanve ki sankhya par ek aaisa saanp behta hai ... jiske kaatne se khiladi itne neeche gir jaata hai ...ke phir uske pass wapas upar uthne ki koi gunjaish nahi rehti "  - Amitabh Bachchan

"Yeh ghar mera hai ... Iss ghar mein bole hue mere har alfaaz kanoon ke barabar hai"  - Amitabh Bachchan


"Tere haathon ke kangan mein dil mera atka ...
   toot jayega zaalim agar degi isse jhatka" - Shaki Kapoor

"Tu meri Bobby hai, tu meri Noorie hai, tu meri Julie hai ...
  oh meri jaan tujh pe yeh dil kurbaan"- Shaki Kapoor


"Zameen par rhengne waala saanp toh insaano ko kabhi kabhi chhod deta hai ... 
  lekin tum aasteen mein palne waale woh saanp ho ...
  jisne kisiko nahi bhaksha" - Amitabh Bachchan


"Rishta todne waale sab kuch kho dete hai ...Jodne waale hamesha aabad rehte hai"- Amitabh Bachchan


" Aye sangdil sanam, sahenge hum tera har sitam ...
  Sanam teri kasam, hum dil de chuke sanam" - Shaki Kapoor


Get More Dialogues of Akshay Kumar

Life

Hello Guys, I am a passionate blogger, I want to explore myself through my writing, I always learn new things and also love to visit new places. This time, I start writing about the USA, here you can find unknown facts about USA cities.

1 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form