All Popular Dialogues Collection Of Nana Patekar, Nana Patekar Movie Dialogues Collection, Nana Patekar All Famous And Popular Dialogues
Famous And Popular Dialogues Of Nana Patekar
By Nana Patekar
"Aa gaye meri maut ka tamasha dekhne" - Krantiveer
Apna toh ussool hai ... pehle laat, phir baat, uske baad mulaqat- Tiranga
Ek machchar sala aadmi ko hijda bana deta hai! -Yashwant
Yeh Musalman ka khoon yeh Hindu ka khoon
Bata is mein Musalman ka kaunsa Hindu ka kaunsa, bata -----! Movie krantiveer
Giro saalo giro, lekin giro toh us jharne ki tarah ...
joh parbat ki oonchai se girke bhi apni sundarta khone nahi deta ...
zameen ke teh se milke bhi apni astitva ko narth nahi hone det---------------------Yashwant
Yeh toh laal mirch hai teekhi teekhi
Haath lagao toh haath jale
Mooh lagao toh mooh jale
Dil lagao toh dil jale
--------- Tiranga
Aan mat maangna iski bazaar mein koi keemat nahi hai----- Ghulam E-Musthafa
Sau mein se assi beimaan phir bhi mera desh mahaan - --- Yashwant Movie
Yeh dukh naam ki bimari ka ilaaj kisi doctor ke paas bhi nahi
Iska ilaaj khud dhoondna padta hai dukh ko bhoolna parta hai ---------- ---Parinda Movie
Upar waala bhi upar se dekhta hoga toh usse sharam aati hogi
sochta hoga maine sabse khoobsurat cheez banayi thi,
insaan neeche dekha toh sab keede ban gaye keede ! ---------- Krantiveer Movie
Tendulkar banne ka kaif nahi banne ka Taxi No 9211 Movie
Hum bhale hi upar waale ko alag alag naam se pukarte hain
Lekin hamara dharam ek hai mazhab ek hai insaniyat ---Krantiveer Movie
Tujhe aaisi maut maroonga ki teri paapi atma agle saat janam tak,
Kisi doosre shareer mein ghusne ke pehle kaanp uthegi ----Tiranga Movie
Yeh sharif log bahut badmash hote hai .sharafat ki zubaan nahi samajhte hai ----Welcome Movie
Kaunsa kanoon, kaisa kanoon yeh kanoon toh chand mujrimon ki rakhail ban behta hai ---Tiranga Movie
Apne saath kaam karna hai toh usse imtihaan mein toh bethna hi padega --Parinda Movie
Duniya mein sabse zyada respect karta hoon main apni
Aarti utaarta hoon roz khud ki ---Bluffmaster Movie
Maut se badkar koi dost nahi hai hamesha mere saath chalti hai ----Ghulam -E-Musthafa Movie
Saala khud marna hai toh marr na doosre ki kaiko vaat lagata hai- Taxi no 9211 Movie
Phatte huye joote ke chedh se us paar dekhoge na,
Haqeeqat nazar aayegi
Joota bada duniya choti nazar aayegi
Kismat phatke haath mein aa jayegi - Raju Ban Gaya Gentleman
Is Bambai shehar mein jhagda karne se sar phoote na phoote
Lekin mohabbat karne se dil tootne ka guarantee , Raju Ban Gaya Gentleman
Har koi subah nikalta hai soochke ki aaj kuch achcha hoga
Raat tak bas booch achcha beheta hai ------Taxi No 9211
Paanch dus pandrah crore paise ki koi fikar nahi hai
Image ... image ka falooda kar diya, vaat lagayi tune Blufffmaster
Pandra sau ki naukri karne waala
Ek din tujhe dedh sau ka kafan pehnayega- Tiranga Movie
Behetar hai tu apna iraada badal de .
Nahin toh main tera naksha badal doonga Ghulam -E-Musthafa Movie
Trailer aksar achcha hota hai film bakwas nikalti hai Bluffmaster Movie
Hindu ko namaskar nahi bolega, Musalman ko salaam nahi karega,
Christian ko good morning nahi bolega
kyun ki apan yahan language ka lafda karne nahi aiyla Raju Ban Gya Gentle Man
Yeh duniya banane waala apni hi duniya mein aakar besahara ho gaya
Tu kis khet ki mooli hai? Raju Ban Gya Gentle Man