Haider Hindi Movie Famous And Popular Dialogues Collection Latest / Sahid Kapoor & Sharddha Kapoor

Sahid Kapoor Latest Upcoming Movie Haider Dialoges Collection, Haider Movie Most Popular Dialogues Collection, Sahid Kapoor Dialogue Delivery In Haider Movie





Haider is an upcoming Indian drama movie based on Hamlet by William Shakespeare and directed by Vishal Bhardwaj, and written by Basharat Peer.Sahid kapoor, Tabu, Shraddha Kapoor And Kay Kay Menon are playing lead role of this movie. The mostly shooting is completed in Kasmir.The movie is scheduled for release on 2 October 2014.




























Directed : Vishal Bhardwaj
Produced : Vishal Bhardwaj,Siddharth Roy Kapur
Written: Basharat Peer,Vishal Bhardwaj
Based On: Hamlet by William Shakespeare
Starring :Tabu,Shahid Kapoor,Shraddha Kapoor,Kay Kay Menon
Music : Vishal Bhardwaj
Distributed : UTV Motion Pictures
Release date: October 2, 2014


Haider Movie Popular Dialogues Latest



Haider mera intqaam lena mere bhai se,
Jin aankhon se usne tumhari maa pe fareeb daale the.
Uski dono aankhon mein golian daghna
Warna tu bhi disappear ho jayega, aapne baap ki tarah


Tabu: Disappeared logo ki biwiyaan aadhi bewa kehlati hai, half widows.


Hum Hain k hum nahi ......!


Shraddha Kapoor -  I have loved you more than my life


Shahid Kapoor -      Maa jab jhooth bole na, nahi acchi lagti


Shahid Kapoor -    "Dil ki gar sunon to hai, Dimagh ki to hai nahi,
                               Jaan loon ke jaan doon, Main rahun ke main nahi "
         


Aazadi, Hindustan mein bhi laathi wala laya, bandooq wala nahi.
Jab tak ham apne intiqam se azad nahi ho jaty,
Tab tak koi aazadi hamein azad nahi kar sakti.
Yaad rahy intiqam se sirf intiqam paida hota hai,


Darya bhi mein darakht bhi mein,
Jehlam bhi mein chanab bhi mein,
Deir hon haram bhi hon, shiyah bhi hon sunni bhi hon,

Mein hon pandit, mein tha mein hon aur mein hi rahon ga.  .... By Irfan Khan



Roohdar ka afsana sacha ya jhooti kahani chacha ki,
kis ka jhoot jhoot hai...kis ke sach mein sach nahi.
Hai ke hai nahi, bas yehi sawal hai, per sawal ka jawab bhi sawal hai.  -- By Sahid Kapoor
   


Shraddha Kapoor-  Aap ne dhoka diya hai mujhe.


                     Tabu - Tu Jayega Ya Nahi


Shahid Kapoor -    Hello...Hello... mike testing 1 2 3... hello...
                              Aawaz aa rahi hai aap logon ko hello... hello... hello... !!



                       Jism gal ke mitti ban jata hai aur matti se banty hain garhy,
                       Surahi aur khilony. Sikandar ho ya Akber,
                       Hitler ho ya Gandhi sab mitti mein mil jaty hain.   ........By Sahid Kapoor



                       Intiqam se sirf intiqam paida hota hai.
                       Jab tak ham apne intiqam se azad nahi ho jaty,
                      Tab tak koi aazadi hamein azad nahi kar sakti.


Previous Post Next Post

Contact Form