Sunny Deol All Movie Dialogues Colllection, Best Dialogue Collection Of All Sunny Deol Movie, Sunny Deol All Hits And Famous Dialogue Collection, All Famous Dialogues Of Sunny Deol Movie, All Sunny Movie Dialogues Collection,
Sunny Deol
Sunny Deol
Sunny Deol is most favourite bollywood actor. He is all time favourite actor who loved action adventure movie and also know for best dialogue delivery. He is mostly know for best dialogue delivery. His dialogue delivery is very awensome sound. He mainly establish himself for Action Hero and mostly people like his action and dialogue. So I am sharing some most popular dialogue of Sunny Deol. So you must check out this famous dialogue and Enjoy it.
Sunny Deol Hits And Famous Dialogue Collection
Damini Movie
Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti rahi hai
Lekin insaaf nahi mila my lord, insaaf nahi mila.....Mili hai toh sirf yeh tarikh ................From Movie (Damini)
Jab ye dhai kilo ka hath kisi pe padta hai na
Toh aadmi uthta nahi.....Uth jata hai-----------From Movie (Damini)
Jooth aur fareb se joh jitni bhi oonchai pe khada hota hai
Usse ek din utna hi neeche dekhna padta ------------------------From Movie Damini
Aaise khilone bazaar mein bahut bikte hai,
Magar isse khelne ke liye joh jigar chahiye na,
Woh duniya ke kisi bazaar mein nahi bikta,
Mard usse lekar pehda hota hai-------From Movie Damini
Bijli ka woh jhatka lagega
Ki tu jhatakna bhool jayega From Movie .....(Damini)
Chilaao mat nahi toh yeh case yahin rafaa dafaa kar doonga
Na tarikh na sunwaiee, seedha insaaf woh bhi taabartop--------From Movie Damini
Jeet Movie
Aaj ke baad teri har saans ke peeche main maut bankar khada hoon----From Movie Jeet
Patharon ki is duniya mein devta banna toh bahut aasaan hai
Insaan banna bahut mushkil ---------- From Movie Jeet
Lashein bhicha doonga lashein ! ----- From Movie Jeet
In haathon ne sirf hathyaar chode hai --- chalana nahi bhoole
- From Movie Jeet
Ghayal Movie
Main tera woh hashar karoonga ,
Ke tujhe apne pehda hone par afsoos hoga ----From movie Ghayal
Tumhari unchi shakshiyat Aur sharifana libaas ke,
Peeche chupe shaitan ko main pehchaan chuka hoon -----From Movie Ghayal
Aane waale chaubis ghanto mein tumhare chaubis tukde karke,
Har tukde ka lag alag antim sanskar karoonga ----From Movie Ghayal
Andhe behron ka shehar hai yeh,
Pathar hai yeh sab ke sab,
Yahan toh bas sarr phoda ja sakta hai -----From Movie Ghayal
Gadar Movie
Humara hindustan zindabad tha, zindabad hai aur zindabad rahega
----From Movie Gadar
Agar main apne biwi bachchon ke liye sar jhuka sakta hoon
Toh main sabke sar kaat bhi sakta hoon-----------From Movie Gadar
Barsaat se bachne ki haisiyat nahin
Aur goli baari ki baat kar rahen aap log ----From Movie Gadar
Agar aaj ye jatt bigad gaya
Toh sekhadon ko le marega ---From Movie Gadar
Ziddi Movie
Paanch baje ke baad Deva ki adaalat shuru hoti hai -----From Movie Ziddi
Baki meetings meri meeting ke baad-----From Movie Ziddi
Agar dobara tune aisi galati ki toh tera woh hashar karoonga
Ki tujhe apne haathon se apni zindagi phisalti hui nazar aayegi
---From Movie Ziddi
Border Movie
Zindagi aur maut waheguru ke hath mein hai
Aur mera waheguru dushman ke saath nahin Mere saath hai
From Mobvie Border
Isse pehle ki main tujhe gaddar karaar de kar goli maar doon
Bhag jaa yahaan se --From Movie Border
Pehli goli woh chalayega
Aur aakhri goli hum --------From Movie Border
Aaj se tumhari har goli par desh ke dushman ka naam likha hoga
- From Movie Border
Ghatak Movie
Pinjare mein aakar sher bhi kutta ban jaata hai
- From Movie Ghatak
Darakar logon ko woh jeeta hai
Jiski haddiyon mein pani bhara hota hai
- From Movie Ghatak
Ye mazdoor ka haath hai,
Loha piglakar uska aakar badal deta hai
- From Movie Ghatak
Mard banne ka itna shauk hai
Toh kutto ka sahara lena chhod de
- From Movie Ghatak
Joh gurda rakhta hai....Usse hi jeene ka haq hai
- From Movie Ghatak
The Hero Movie
Urdu jaisi nafazat kahan, mohabbat jaisi ibaadat kahan
Imaan par kayam reh sake toh, Musalman jaisi taqat kahan
- From Movie The Hero
Kheench laye joh unke dar pe, aaisi deewangi ko kya kahiye
Katal karke bhi woh khamosh hai, aaisi saadgi ko kya kahiye
-From Movie The Hero
Main us Mahabharat ka Arjun hoon ... jis Mahabharat ke Duryodhan aap hai
- From Movie Arjun
big fann of your.............
ReplyDeletehttps://youtu.be/xq6XuOJo94w
ReplyDelete