Saaiyan Song Lyrics From Movie Gunday

Gunday Movie Latest Song Lyrics , Gunday Movie Song Lyrics Collection Latest ,  Saaiyan Song Lyrics Sing By Shahid Mallya




Song:- Saaiyaan
Singer:- Shahid Mallya
Lyrics:- Irshad Kamil
Music:- Sohail Sen
Star Cast:- Ranveer Singh, Arjun Kapoor, Priyanka Chopra
Music on:- YRF Music

Saaiyan Song Lyrics 


Kal Meera tadpi Kaanha ko
Sab laaj samaaj ganwaai re
Ab prem mein tadpan tarsan ki
Hai baari Kaanha ki aayi re
Mori jaan gayi ..(mori jaan gayi)
O.. tora khel hua ..(tora khel hua)
Mujh se main rootha
Mujh mein main toota..aaa

Oh.. mujh se main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafaa mein
Khud hi hai loota ...(khud hi hai loota..)

Lut-lut ke.. lut-lut ke
Jeena hai marna baanke yaar bina
Saaiyaan hun main ki karaan
Saaiyaan jee laan ya maraan
Saaiyaan Rab mujhse khafaa
Saaiyaan....(x2)

Mujh se main rootha
Mujh mein main toota
Mujhko maine ishq wafaa mein
Khud hi hai loota
Lut-lut ke....lut-lut ke
Jeena hai marna baanke yaar bina
Saaiyaan hunn main kee karaan
Saaiyaan jee laan ya maraan
Saaiyaan Rab mujhse khafa
Saaiyaan....(x2)

Ho.. sapnon ke sheeshe toote,Dukh ki daraar se
Chaah ke bhi nikle na mann majhdhar se
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaaye na
Phir bhi aawaazein sune baadlon ke paar se
Rus-rus ke-rus-rus ke
Mann se mann jaana khud hi yaar bina

Saaiyaan hunn main kee karaan
Saaiyaan jee laa ya maraan
Saaiyaan Rab mujhse khafa
Saaiyaan...... (x2)
Saaiyaan....(x2)



Previous Post Next Post

Contact Form