Teri Meri Kahaani Movie Dialogue And Shayri / Sahid Kapoor And Priyanka Chopra

Teri Meri Kahani Movie Dialogues & Shayaries


Hi Friends, I am sharing some beautiful dialogues and shayaries of Sahid Kapoor Movie Teri Meri Kahaani. This is the Bollywood romantic movie. The film stars Sahid Kapoor, Priyanka Chopra in the lead roles. This movie was released in  22 June 2012. The movie was directed by Kunal Kohali And also produced by Kunal Kohali. The move has so many beautiful dialogues and Shayaries. Here I am providing some famous dialogues and shayaries. 





Directed : Kunal Kohli
Produced  : Kunal Kohli, Vicky Bahri, Sunil Lulla
Screenplay  : Robin Bhatt
Story  : Kunal Kohli
Starring : Shahid Kapoor, Priyanka Chopra
Music by Songs: Sajid-Wajid
Release dates : 22 June 2012

Teri Meri Kahaani Movie Best Dialogues And Shayaries 


Aap Hume Bhool Jao Hume Koi Gum Nahi,
Aap Hume Bhool Jao Hume Koi Gum Nahi,
Jis Din Humne Aapko Bhuladiya,
Samajh Lijiyega, Is duniya me hum nahi…


Uske Banaye Har Hassen
Chehre Se Ishq Karna Hai
Aakhir Marne Ke Baad
Kal Usko Muh Bhi To Dikhana Hai



Deewane Hai Apke, Is Bat Se Inkaar Nahi ,
Kaise Kahein Ki Hume Aapse Pyaar Nahi ,
Kuch To Kasoor Hai Apki Adaon Ka ,
Akele Hum Hi Gunehgar Nahi.....!



Dil mein na sahi kadmo mein sahi,
Jagah toh di usne aye .....Allah tera
Lakh shukar hai, kahin se toh shuruvat ki usne....!


Wo Aag Hi Kya Jo Lag Ke Badhe Nahi,
Wo nasha Hi kya Jo Sar Pe Chadhe Nahi,
Nahi Banta Tab Tak Koi Sachcha Aashiq,
Jab Tak Ishq Mein Usse Do Chaar Pade Nahi....!



Mohabbat ka matlab ikraar nahi hota,
Sirf kisi ko dekhna pyar nahi hota,
Yun toh milte hai roz mohabbat-e-pehgham,
Mohabbat hai zindagi baar baar nahi hota...!


Na Jaagte Hue Khwaab Dekha Karo ,
Na Chaho Usse Jise Pa Na Sako ,
Pyaar Kahan Kisi Ka Poora Pota Hai ,
Pyaar Ka Pehla Akshar Adhoora Hota Hai....!



Unhe humse shikayat hai ki hum har kisi ko dekh kar muskurate hai
Nasamajh hai woh na samajhe ke hum mein toh har chehre mein woh hi nazar aate hai...!




Deewane hai aapke is baat se inkaar nahi, kaise kahen ki hum mein aapse pyar nahi
Kuch toh kasoor hai aapki adaon ka, akele hum hi gunehgaar nahi




Uske banaye har haseen chehre se ishq karna hai
Aakhir marne ke baad kal usko mooh bhi toh dikhana hai




Joh hashr hua hai lakhon ka, apna bhi woh anjaam sahi 
Hum pe toh kahi ilzaam lage, tujhpar bhi koi ilzaam sahi

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad