Emraan Hashmi All Best Dialogues Lyrics Collection

Some Famous And Hits Dialogues Of Emraan Hashmi, Bollywood Movie Actor- Emran Hashmi Hits Dialogues Lyrics, Emraan Hashmi Best And Beautiful Dialogues Collection, Emraan Some Popular Dialogues Lyrics

Bollywood Actor | Emraan Hashmi

Emraan Hashmi is one of the famous Bollywood actors. He started his career with Debut movie Footpath. He is Famous actor for dialogues delievery. His dialogues are very fmous and popular. He has given man hits move Once Upon a Time in Mumbaai (2010), The Dirty Picture (2011), Shanghai (2012) and Ek Thi Daayan (2013), Awarapaan. But in 2004, Murder was his first successful movie. He has got three Filmfare Awards. I am sharing some famous and popular dialogues of Emraan Hashmi's movie. All dialogues are popular and collectd from different hits movie.



Bollywood Actor | Emraan Hashmi Popular Dialogues 


"Ek awaaz hai joh mere kano mein goonjti rehti hai ..Ek chehra hai joh meri aankhon ke samne baar   baar aa jata hai Mere dil ka sukoon thi woh "


"Mushkil toh yeh hai ki main abhi theek tarah se bhigda bhi nahi ..Aur tumne sudhaarna shuru kar diya" - Once Upon Time In Mumbai


" Maine maut ko bahut kareeb se dekha hai ... kisi aur ki zindagi ke liye marna hi meri manzil hai "


" Aadmi tabhi bada banta hai ... jab bade log usse milne ka intezaar kare "


"Mushkil toh yeh hai ki main abhi thik tarah se bhigda bhi nahin...Aur tumne sudharna shuru kar diya"

"Ek awaaz hai joh mere kano mein goonjti rehti hai ... ek chehra hai joh meri aankhon ke samne baar baar aa jata hai ... mere dil ka sukoon thi woh "  -- Awarapan Movie


"Maine maut ko bahut kareeb se dekha hai ... kisi aur ki zindagi ke liye marna hi meri manzil hai "


" Joh aadmi limit mein rehta hai ... woh zindagi bhar limit mein hi reh jaata hai " --- Jannat Movie


"Sabke pas bandook hogi to sab barabar honge aur jisdin sab brabar ho gye..Society k saare problem       khatm - Jannat 2 Movie


"Iss shehar ko chalane ke liye sirf do log chahiye… sultan aur me… baki pandu vanwas jayenge "


"Zindagi ho toh smuggler jaisi… sari duniya raakh ki tarah neeche aur khud dhuen ke tarah upar"


"Main paidahishi 420 hoon, jamoora nahi....kartab dikhake haath nahi failata… jaal failata hoon aur phir us jaal pe maal "


"Aurat joh hai na, rainbow ki tarah hoti hai… jitne rang utne roop "


"India mein cricket khel nahin hai… religion hai, junoon hai, mein ne iss junoon ko jannat banayi"


"Log apni zindagi banate hai… main apni jannat banata hoon"


"Me Bhag nhi rha tha bhul gya tha me khan rhta hun "


"Main woh Raghuram Rathod nahi jo kaanoon ke daaire main rehkar naa insaafi bardaast karega, main woh Mr.X hun jo kanoon todkar insaaf karega "- ----Mr X Movie


"Mujhe to chadhi zehar ki tarah… ki ab pani vhi peeta hoon na to aag kag jati hai" --Ungli Movie



"Tum bhi mujhse pyar karti ho bahut pyar, lekin kahogi nahi ... tadapogi mere bagair lekin jataogi nahi mere paas aana chahti ho, seene se lagke rona chahti ho, dil mein rehna chahti ho lekin rahogi nahi ... lekin main tumhari tarah nahi hoon ... main toh reh hi nahi sakta yeh kahe bina ki mujhe tumse ishq hai "--- Hamari Adhuri Kahani Movie


"Joh bistar pe zabaan dete hai ... woh aksar badal jaate hai "


"Agar dhanda shanti se karna hai toh ... dhamake toh karne hi padenge "


"Yeh umar sudharne ki nahi ... bigharne ki hai "


" Joh soochta hai ... woh zindagi bar soochta hi reh jaata hai "


"Main ayyashi bhi na ... muft ki nahi karta hoon" - Murder 2 

Jhoot bolta nahi ... sach samajhta nahi " - Jannat 2 Movie

"Gale lagata hoon bas ... gale mein latkata nahi hoon kisi ko" - Jannat 2 Movie


Previous Post Next Post

Contact Form