The Dirty Picture Movie Dialogue And Shayari Collection

The Dirty Picture Dialogues Collection, Dialogue Delivery By Vidya Balan In The Dirty Picture Movie, Famous Dialogue Of The Dirty Picture Movie. The Dirty Picture is a biographical musical drama film inspired by the life of Silk Smitha, a South Indian actress noted for her erotic roles. The film was directed by Milan Luthria and co-produced by Shobha Kapoor and Ekta Kapoor, after Ekta came up with the idea and asked screenwriter Rajat Aroraa to pen a story based on it.


Some Famous Dialogue Of The Dirty Picture Movie


"Filmein sirf teen cheezo ke wajah se chalti hai, Entertainment, Entertainment, Entertainment ... ..aur main Entertainment hoon..!

" Main Silk hoon, Silk ....... koi film nahin joh interval ke baad badal jaoongi " .


"Dil Bhale Hi Left Mein Hota Hai, Lekin Uske Faisaley Hamesha RIGHT Hote Hai."


"Har aadmi ke liye ek aurat bani hai, usse bach gaye ... toh life ban jayegi ........varna gaye".


"Agar nahin kaata na, toh aaisi jagah katunga ... tu confuse ho jayega ki pant pehnu yah ghagra..!


"Jab sharafat ke kapde utarte hai ........tab sabse jyaada mazaa sharifon ko hi aata hai"



" Har film ka ek hi hero hota hai ......director"


" Holi khelne ka shaunk hai ... par teri pichkari mein dum nahin".


"Mujhe jo chahiye, uska mazaa sirf raat ko hi aata hain" - Silk.


" Heroine ki Zindagi is like an elected government ....paanch saal tak party ....uske baad support ".


 " Public samaan dekhti hai ............dukaan nahin ".


" History uthaa ke dekh lo, do cheezein hamesha common rahi hain. Mardo ka zamaan raha hain, aur aurton    ne aakey aafat ki hain ".


 "Logon ka naam usnke kaam se hota hain... mera, badnaam hoke hua hain ".


 "Raat ko 12 ki sui ke tarah chipke rehte ho.. Aur din me 6 ki tarah..."


" Girlfriend pehle pehle malai jaisi lagti hain ... phir dheere dheere cholesterol jaisa feel deti hain ... and finally seedhe heart attack ".


" Taarif mein gaali de rahe ho yah gaali mein taarif kar rahe ho ".


" Tumhari baaton mein itna horsepower hai na ... ki aadmi ke dimaag kharab ho jaate hain aur godhon ka  chalna shuru " .


Previous Post Next Post

Contact Form