Aditya Roy Kapur Dialogue | All Superhit Dialogues of Aditya Roy Kapur

Aditya Roy Kapur best dialogues - Get all-time hit and famous dialogues of  Aditya Roy Kapur, He has worked in so many Bollywood films, he made his film debut from London Dreams (2009) after that he is playing in a supportings role in Action Replayy, Guzaarish and romantic comedy Yeh film Jawaani Hai Deewani (2013), His most successful film is Aashiqui 2 which is a romantic drama film, it is the biggest hit film of his career. This film has too many romantic dialogues and lines which are beautifully delivered by Aditya. Here we have collected some best dialogues of Aditya Roy Kapur which are taken from his different films.
Aditya Roy Kapur Dialogue, Aditya Roy Kapur Movie Dialogues, Famous dialogues of Aditya Roy Kapur


Aditya Roy Kapur Best Dialogues 


"Main marne ke liye nahi peeta ... peene ke liye marta hoon" -Aashiqui 2

"Yeh zindagi chal toh rahi thi ... par tere aane se maine jeena shuru kiya" -Aashiqui 2

"Pyar, mohabbat, aashiqui sirf lafzon ke sivah aur kuch nahi ... par jab woh mili ... in lafzon ko mainne mil gaye" -Aashiqui 2

"Main aaine mein apna chehra bhool sakta hoon ... tumhara kabhi nahi"-Aashiqui 2


Aditya Roy Kapur Dialogue, Aditya Roy Kapur Movie Dialogues, Famous dialogues of Aditya Roy Kapur

"Yeh aadat ab nahi jaane waali hai ... yeh toh woh biwi hai joh saath rehkar satayegi aur talaq bhi nahi degi"-Aashiqui 2

"Soharat, naam, kamyabi, paisa, izzat ussi ko milni chahiye jise uski kadar ho ... Roti ussi ko milni chahiye jise uski bhook ho"-Aashiqui 2

"Duniya ke sabse behtareen aur mashoor kalakar woh log hote hai jinki apni ek ada hoti hai ... Woh ada joh kisi ki nakal karne se nahi aati ... Woh ada joh unke saath janam leti hai"-Aashiqui 2

Get: Aashiqui 2 best dialogues

"Apni kamyabi ko itna chota mat samjho ... Sirf naseeb waalo ko naseeb hoti hai yeh'-Aashiqui 2

"Jinhe kuch nahi chahiye hota hai na ... woh apna kaam bahut zimmedari se karte hai"-Aashiqui 2

Aditya Roy Kapur Dialogue, Aditya Roy Kapur Movie Dialogues, Famous dialogues of Aditya Roy Kapur

"Mujhe tumse tumhari cash value ke liye nahi tumhari apni value ke liye shaadi karni hai ... tumhari friendship ki value, tumhari beauty ki value, tumhari hassi ki value" -Daawat-e-Ishq

"Chaand chahoon na chakora, na falak ka tukda ... noor chahoon na main hoori, na pari sa mukhda" -Daawat-e-Ishq


"Qayamat bhi kya cheez hai ... Na dastak, na aaghaaz ... Jab man kiya sar uthake aa jaati hai aur sab jalakar raakh kar deti hai" -Fitoor

Aditya Roy Kapur Dialogue, Aditya Roy Kapur Movie Dialogues, Famous dialogues of Aditya Roy Kapur

"Ek bas seene mein dil chahiye ... Aap poori kaiyanaat se ladh padoge" -Fitoor

"Khuda ki barkat hai mohabbat ... Mohabbat karo toh toot ke, bina khauf ke, bina sharm ke, bina soch ke ...Agar jeet gaye toh kya kehna ... Haare bhi toh baazi maat nahi"-Fitoor

"Khud se azaadi toh sirf maut hi de sakti hai ... ya phir ishq"-Fitoor

"Pyar bhi ajeeb janwar hai ... Chabuk taan do, bhookha maar do, zinda gaad do ... Par kambakht baaz nahi aata" -Fitoor

Check: Fitoor Famous Dialogues

"Agar meri kismat mein sirf khaak likha hai ... Mujhe qubool hai ... Agar yeh hi meri aakhri aah hai ... Mujhe qubool hai ... Qubool hai, qubool hai, qubool hai" -Fitoor

"Pati patni ka rishta riwazon se nahi, pyar se bandna chahiye"-Kalank

"Gusse mein kiye faisle aksar galtiyon mein tabdeel hote hai"-Kalank

Find: Kalank Movie Best Dialogues

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad