Hum Behanon Ke Liye Song Lyrics - Anjaana | Rajendra Kumar, Nazima

Hum Behanon Ke Liye Mere Bhaiya Lyrics from Anjaana which was released in 1969, This song is sung by Lata Mangeshkar, composed by Laxmikant Pyarelal while lyrics are written by Anand Bakshi. Rajendra Kumar, Babita, Pran, Nazima, Prem Chopra and Nirupa Roy played the main lead role. 


Hum Behanon Ke Liye Song Lyrics



Movie: Anjaana (1969)
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Director: Mohan Kumar

Ham Bahano Ke Liye Mere Bhaiya Lyrics from Anjaana


Ham behano ke liye mere bhaiya,
Aata hai ek din sal me (-x2)
Aaj ke din mai jahan bhi rahun
Chale aana wahan har hal mein (-x2)
Ham behano ke liye mere bhaiya
Aata hai ek din sal me (-x2)

Kitne din aur kitani raine
Iss angan me rehna hai maine- (x2)
Pardesi hoti hain behane
Babul janey bhej de meri doli kab sasural me
Chale aana wahan har hal mein

Ham behano ke liye mere bhaiya,
Aata hai ek din sal me (-x2)
Aaj ke din mai jahan bhi rahun
Chale aana wahan har hal mein (-x2)
Ham behano ke liye mere bhaiya
Aata hai ek din sal me (-x2)

Main hun bholi bairi Zamana
Bhaiya meri laaj bachanaa
Iss rakhi ki reet nibhanaa 
Aisa na ho main tadapoo
Aise bulbul jaise daal me
Chale aana waha har haal mein

Ham behano ke liye mere bhaiya,
Aata hai ek din sal me (-x2)

Watch Here! Hum Behanon Ke Liye Video 




Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad