Hello Guys, We share best and hit dialogues of Amitabh Bachchan from Muqaddar Ka Sikandar film. This is drama film which was released in 1978, produced and directed by Prakash Mehra. Amitabh and Raakhee played the main lead role. The films also star Vinod Khanna, Rekha, Amjad Khan, Ranjeet, Nirupa Roy & Kader Khan. This film was the top grossing of 1978. The film was the blockbuster hit, at that time people were crazy for that film. Sometimes People slept in front of the cinema halls overnight to buy tickets. The music of this film is also great, music is given by Kalyanji-Anandji. The film also remade in Telugu film Prema Tarangalu in 1980 and Tamil as Amara Kaaviyam.
Muqaddar Ka Sikandar has some best dialogues, lines and punches, these are very famous and popular. Some dialogues are delivered beautifully by Amitabh Bachchan. Here we have collected best dialogues of this film.
"Zindagi mein log mohabbat ke sahare jeete hai ... Main aapki nafrat ke sahare jeeungaa" - Amitabh Bachchan
"Khuda ki khudaai baut badi hai"
"Maut se kisko rastgari hai..Aaaj inki toh kal hamari baari hai" - Kader Khan
"Zinda hai woh log joh maut se takrate hai ... Murdon se bhattar hai woh log joh maut se gabrate hai" - Kader Khan
"Sukh toh bewafa hai ... Chand dino ke liye aata hai aur chala jaata hai" - Kader Khan
"Taqdeer teri kadmon mein hogi...Aur tu maqaddar ka badshah hoga" - Kader Khan
"Chand purani yadein....kuch purani raseedein...Yahi meri zindagi ka sharmaya hai...Inhi tukdon par meri...bachpan ki kahani likhi gayi hai"- Amitabh
"Makaan uncha banane se insaan..Uncha thode na ho jata hai" - Amitabh Bachchan
"Payaare Lal ji ham toh khud dube hua hain....Aur itne dua hua hain...Ki ham par humdardi ka najar daalne wala..Khud hi dub jate hai" - Amitabh
"Miyaa ye maykhana hai...Ye uske saathi hain...Bhaut se pee kar mar gaye...Yahi thode se baaki hain"
"Aaj unke kadam iss taraf kya aaye ......Lagta hai fizaa mein bahaar aa gayi" - Rekha
"Abhi aaye..abhi baithe...Abhi daamna samhbhala hai...Tumhara jaun-jaun mein..Hamara dam nikala hai" - Rekha
"Tawaif ki zindagi kothe pe shuru hoti hai ... Aur kabristan mein khatam hoti hai" - Rekha
"Izzat woh daulat hai ... Joh ek baar chali gayi toh phir kabhi haasil nahi ki ja sakti" - Vinod Khanna
"Zindagi ka agar sahi lufz uthana hai na ... Toh maut se khelo" - Kader Khan
"Agar nazarein khoobsurat ho ... Toh har cheez khoobsurat lagti hai"
"Na maut aati hai, na tum aati ho ... Par Zohra Bai tum bahut achcha gaati ho" - Amitabh
"Pyar mein woh gehrai hai ... Jiske samne samundar bhi qatra malum hota hai ... Pyaar karne waalon ka dil itna bada hota hai ... Ki sari kaaynat bhi uske samne zharraa malum hoti hai" - Vinod Khanna
"Taqdeer hi ki baat hai ......Kuch logon ko umeed nahi hoti aur unhe khoya hua pyar mil jaata hai ... Kuch log umeed lagaye baithe hote hain.....Aur unhe pyar milne se pehle hi kho jaata hai" - Rekha
"Hum jaise barbad log.....kisi ka ghar aabad karne ka kaabil toh hua" - Rekha
"Talwar ki ladai talwar se, pyar ki ladai pyar se.......Aur bekaar ki ladai sarkar se" - Vinod Khanna
"Insaan joh nahi hai wohi dikhane ka dhong karta hai ... Joh shareef nahi hai woh sharafat ka dhong karta hai ... Bujhdil bahadur hone ka dhong karta hai ... Dil mein lalach hota hai aur zabaan se mohabbat ka dhong karta hai ... Aur kabhi dil mein mohabbat hoti hai toh zabaan se anjaanepan ka dhong karta hai" - Rekha
"Insaan ki mitti mein dhong mila hua hai ... mitti ko dhong ke pani se hi ghoondkar, maalik ne insaan banaya hai" - Rekha
"Makaan ooncha banane se ... insaan ooncha thodi ho jaata hai" - Amitabh
"Hans..Hans...Mere yar...Dukh mein hasegaa....Toh Dukh mein sukh ka maza payegaa.....Sukh ko chhod de........Dukh ko gale lga le.......Taqdeer tere kadamon mein hogi.......Tu muqqdar ka badshaah hoga....Main toh sirf Sikandar hun.......Lekin Tu....Tu Muqqdar Ka Siknadar Hoga" - Amitabh Bachchan

Muqaddar Ka Sikandar Movie Hits Dialogues By Rekha | Amitabh Best Dialogues From Muqaddar Ka Sikandar