Hello Guys, Today we share some famous and best dialogues of Amitabh Bachchan from Mard movie. This is an action movie which was released in 1985. The film directed and produced by Manmohan Desai. Amitabh Bachchan, Amrita Singh, Nirupa Roy, Dara Singh, Prem Chopra are in main lead role. This was one of the blockbuster hit film of Amitabh Bachchan. This movie also remade in Tamil as name of Maaveeran. Mard movie has some famous hard hitting dialogues which are delivered by Amitabh Bachchan and other actors of this film. Amitabh was nominated for Filmfare Award for best actor. Here we have collected best Amitabh Bachchan hit dialogues from Mard movie. I hope, you will like my post.
"Koyle ki dalaali mein haath kaale ho jate hai ... magar kaala dhanda karne waalon ke toh mooh bhi kaale ho jate hai" - Amitabh Bachchan
Meri zindagi aur maut par toh hukumat kar sakte hai aap ... Lekin mere dil par nahi - Amrita Singh
"Upar waala bhukhaa jagata zaroor hai ... Lekin bhukhaa sulata nahi" - Amitabh Bachchan
"Mard ko Dard nahi hota" - Amitabh Bachchan
"Yeh namak ... namak haraamo ke zakhmo ko jalata hoga ... Namak halaalo ke nahi"
"Aap logon ke dilon ko toh chukar dekh liya ... Ab pairon ko bhi chu lene dijiye" - Amrita Singh
"Jiske seene mein doosro ke liye dard hota hai ... Asal mein wahi mard hota hai"
"Main ghulam mulk mein pehda zaroor hua hun ... Lekin mere dil ne ghulami na kabhi kubool ki hai aur na kabhi karegaa" - Amitabh Bachchan
"Dahej deemak hoti hai ... Ghar mein basne se pehle hi ghar ko khokla kar deti hai" - Amitabh
"Naukar kitna hi bada kyun na ho jaye ... Uska sar ... Maalik ke jooton se upar nahi uth saktaa" - Amitabh
"Hamare liye toh har Maa apni Maa hoti hai" - Amitabh
"Mere sar par jab tak mere mMaa Baap ka aashirwad hai ... Lohe ki talwar toh kya .....Aasman se girne waali bijliyan bhi mera kuch nahi bighad sakti" - Amitabh
"Aaj pehli baar pata chala ki ... Sabhi goron ka dil kaala nahi hota" - Amitabh
Amitabh Bachchan Famous Dialogues From Mard Movie

Super..
ReplyDeleteNoorakn
ReplyDelete