Sarkar 3 Movie Dialogues | Amitabh Bachchan, Manoj Bajpayee & Jackie Shroff

Hello Guys, We sharing some hit and famous dialogues of Sarkar 3 movie. This is an upcoming political crime drama film. This film is written and directed by Ram Gopal Varma. This is the third sequel of Sarkar film series. Amitabh Bachchan,Manoj Bajpayee, Jackie Shroff, Yami Gautam and Ronit Roy are playing main lead role. Amitabh Bachchan is playing main lead role as Subhash Nagre (Sarkar). The film has so many awesome dialogues, which are delivered by all actors. Here We have collected some best dialogues, punches of this film Sarkar 3.

Sarkar 3 Movie Best Dialogues By Amitabh Bachchan


"Ye aadami tab tak nahi haregaa....jab tak janta uski taraf hai"


"Har achchai ki koi nirdharit kimaat hoti hai....vo chahe paisa ho..gyhan ho..ya phir..Dard...Aur dard ki kemaat chukani padti hai" - Amitabh



"Mat bhool ki main..Sarkar ka pota hoon"


"Agar aap Ghandhi ki murti ki pooja kar rhe hain....Toh gundon ki pujne ki parmpra ab band honi chahia" - Manoj bajapai



"Itne bade sarkar ho..aur ek ladki se darte ho" - Yami


"Lalach aur..Daar kisi ko bhi gaddar bana dete hain"- Amitabh


"Jo usoolon ki raste pe chalte hain...unke dost kam hote hain..aur Dushman jayada" - Jaicky



"Sochne ka samay gaya..usse marne ka order dijiye"


"Ye khel unhone suru ki hai..khatam main karungaa"


"Dal dal hai ye..rajneeti..gandi dal dal....isliy main apne apko dur rakha hai" - Amitabh



"35 (pantiss) saal ho gaye khud apne hathon se kisi ko mare hua...Insi hathon se marungaa" - Amitabh


"Mujhe jo sahi lagta hai..main vo karta hoon...vo chahe bhagwan ke khilaaf ho..Samaj ke khilaaf ho...police kanoon ya puri system ke khilaaf kyuo na ho" - Amitabh Bachchan


Rahul Deo

I am a Bollywood movie lover. On this blog, I share my thoughts on everything about Bollywood, including celebrity gossip, upcoming Bollywood movies, and trends. Here, you can find more detailed information about your favorite films, directors, and actors. I hope that my blog (Hit Movie Dialogues) will help people discover the magic of films.

Previous Post Next Post

Contact Form