Jaan Movie - Ajay Devgn & Twinkle Khanna
Jaan is a action romantic movie which was released in 17 May 1996. The movie is directed by Raj Kanwar and produced by Ashok Ghai. The film was super hit on Box office. Ajay Devgn, Amrish Puri played main lead role and other Shakti Kapoor & Suresh Oberoi were in supporting role. The music and songs are vary famous. All music composed by Anand-Milind and Lyrics penned by Anand Bakshi. The movie has some beautiful and romantic dialogues which are delivered by Ajay And Twinkle Khanna. So I have collected some best dialogues of this movie Jaan.
Jaan Movie Hits Dialogues
"Maut ke saath sirf zindagi khatam hoti hai ... mohabbat nahi"
"Main tumhari maut bankar aaya tha ... Lekin tum meri zindagi ban gayi"
"Dil sirf dhadakne ki bhasha jaanta hai ... Usse yeh nahi pata hota woh..kyun dhadak raha hai ... Kiske liye dhadak raha hai"
"Shukriyada karne se ehsaan khatam ho jata hai ... Aur agar ehsaan khatam ho jaaye toh dosti kaise shuru hogi"
"Koi bhi insaan paidaishi mujrim nahi hota ... Ya toh banayaa jaata hai, ya phir ban jaata hai"
"Maut toh muft mein badnaam hai ... Jaan toh zindagi leti hai"
"Joh apne aap se ladta hai ... Woh hamesha haar jaata hai"
"Zakhm ko zakhm nahi samajhna bahaduri nahi ... Bewakoofi hoti hai"
"Agar jurm ko khatam karna hai toh mujrim ko berahami se fauran khatam kar dena chahiye ... I believe in bullet for bullet"
"Zindagi bhar zillat ke tukdon par palte palte hamari haalat us Aapahij ki tarah ho gayi hai ... Jiske paas chalne ke liye baisakhi toh hai ... Par usse pakadne ke liye haath nahi"
"Hindustan ke fauladi bazoo zung nahi khate"
"Jab bade, bade na rahe ... Toh bachchon ko bada banana padta hai"
"Seene mein jis raftaar se goli utarti hai ... Usse zyada raftaar se pyaar"
"Goli ka koi imaan nahi hota ... Woh yeh nahi dekhti ki jis seene mein woh ghus rahi hai ... woh seena kiska hai"
"Ye maboori bhi pyar hai"
"Tumhare inkaar mein itnaa junnon hai...toh ikraar ka aalam kya hoga"
"Iss jal ke ek ek bund mein hamne apna ek ek sans rakh di hai"
"Jab tak ye jal hatheli par hai...hamari jaan hatheli par hai"
I love jaan... PREM SONU
ReplyDeleteI love jaan
ReplyDelete