Zindagi Maut Na Ban Jaye Lyrics Movie Sarfarosh | Sonu Nigam &Roop Kumar Rathod

Jndagi Maut Na Ban Jaye (Opening Credits) is a song from the 1999 movie Sarfarosh starring Aamir Khan, Sonali Bendre, Naseruddin Shah, Mukesh Rishi. The lyrics were penned by Indeevar, Israr Ansari, Nida Fazli, and Sameer. The film was directed by John Mathew Matthan. This song is very popular.


Song: Zindagi Maut Na Ban Jaye
Movie: Sarfarosh
Singer(s): Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam
Music By: Jatin-Lalit
Lyricist(s): Israr Ansari


Zindagi Maut Na Ban Jaye Lyrics


Zindagi Maut Na Ban Jaye Lyrics From Sarfarosh



 Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaro - (2)
 Kho raha chain-o-aman - (x2)
 Aa mushkilo me hai watan
 Mushkilon mein hai watan
 Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron
 Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
 Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
 Kho raha chaain-o-aman
 Kho raha chaain-o-aman
 Aa mushkilon mein hai watan
 Mushkilon mein hai watan
 Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron yaaron..yaaron
 Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

 Ek taraf pyaar hai chaahat hai wafadari hai
 Ek taraf desh mein......Desh mein
 Ek taraf desh mein dhoka hai gaddari hai
 Bastiyaan saahmi hui....saahmaa chaman saara hai
 Gam mein kyun dooba hua aaj sabh nazara hai
 Aag pani ki jaga abh jo barsayegen
 Leh lahate hua sabh khet jhulas jaayenge
 Jaayenge jaayenge

 Kho raha chaain-o-aman
 Kho raha chaain-o-aman
 Aa mushkilon mein hai watan
 Mushkilon mein hai watan
 Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron
 Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
 Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
 Haan kho raha chaain-o-aman
 Kho raha chaain-o-aman
 Haan mushkilon mein hai watan
 Mushkilon mein hai watan
 Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron
 Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron
 Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron

 Chand sikko ke liye tum na karo kaam bura
 Na karo kaam bura....na karo kaam bura
 Na karo kaam bura - (2)
 Har burayi ka sadaa hota hai anjaam bura
 Har burayi ka hai bas...anjaam bura...anjaam bura
 Anjam bura anjam bura - (2)
 Jurm walo ki kaha umar badi hai yaaro...yaaro
 In ki raaho me sada maut khadi hai yaaro..yaaro

 Zulm karne se sada zulm hi hasil hoga
 Jo na sach baat kahey woh koi bujhdil hoga
 Sarfaroshone lahoo de ke jise seencha hai
 Aise gulshan ko ujad ne se bachalo yaaro
 Sarfaroshi ki shama dil me jala lo .....yaaro yaaro yaaro
 Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaro - (3)
 Kho raha chain-o-amar - (2)
 Mushkilo me hai watan - (2)
 Sarfaroshi ki shama dil me jalaa lo yaaro

 Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaro - (4)



Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad