Sarfarosh Bollywood Movie Best Dialogues And Shayari | Aamir Khan, Sonali Bendre

Sarfarosh ( Amir Khan) Film Dialogues & Shayari






Directed : John Matthew Matthan
Produced : John Matthew Matthan
Written : John Matthew Matthan
Starring : Aamir Khan, Naseeruddin Shah, Sonali Bendre, Shri Vallabh Vyas, Mukesh Rishi
Music by Songs: Jatin-Lalit
Distributed : Eros Entertainment
Release dates : 30 April 1999

Sarfarosh Movie Dialogues Lyrics & Popular Love Shayaries


"Kuch hosh nahi rehta, kuch dhayan nahi rehta ... insaan mohabbat mein insaan nahi rehta "-  Naseeruddin Shah


"Main apne mulk ko apna ghar samajhta hoon" - Amir Khan


"Dilo ki imaarto mei kahin bandagi nahi, aur pathar ki Masjido mei Khuda ko dhoondte hain log.”


“Dawa bhi kaam na aye koi duaa na lage...Mere khuda kisi ko pyar ki hawa na lage” - Amir Khan


 "Milte hi nazarein dil milaya nahi jaata ... aagaaz ko anjaam banaya nahi jaata" - Amir Khan


” Kuch majnu bane kuch Ranjha bane, Kuch Romeo Kuch farhaad huye, Is Rang roop ki chahat mei   jaane kitne barbad huye”


“Are yeh mandir nahi hai Shivalay nahi hai, Haseeno se kaho ki kahin aur jaaye, Mera Dil hai Dil , Dharamshala nahi hai.” - Amir Khan



"Phool khilte hain bahaaron ka samaa hota hai, Aise mausam mein hi to pyaar javaan hota hai,
 Dil ki baaton ko hothon se nahi kehte,Ye fasaana to nigaahon se bayaan hota hai” - Amir Khan


"Ek baar zabaan dene ke baad agar kal ko kuch ho gaya na , toh main teri zabaan kheench lunga .phir tu kisiko jaan toh de payega, lekin zabaan nahi de payega"


"Phir kabhi kisi Salim se mat kehna ... yeh mulk uska ghar nahi" - Mukesh Rishi


" Aree janaab, aaj kal toh music companyon ko ghazal ki dhun bhi disco jaisi chahiye " -  Naseeruddin Shah


Rahul Deo

I am a Bollywood movie lover. On this blog, I share my thoughts on everything about Bollywood, including celebrity gossip, upcoming Bollywood movies, and trends. Here, you can find more detailed information about your favorite films, directors, and actors. I hope that my blog (Hit Movie Dialogues) will help people discover the magic of films.

1 Comments

Previous Post Next Post

Contact Form