Damini Movie Sunny Deol Famous And Hits Dialogues Collection
Directed : Rajkumar Santoshi
Produced : Aly Morani, Karim Morani, Bunty Soorma
Written : Rajkumar Santoshi
Starring : Meenakshi Sheshadri, Sunny Deol, Rishi Kapoor, Vijayendra Ghatge, Amrish Puri
Paresh Rawal, Tinu Anand
Music : Nadeem-Shravan
Sameer By (Lyrics)
Release Date : 30 April 1993
"Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti rahi hai ... lekin insaaf nahi mila my lord, insaaf nahi mila ... mili hai toh sirf yeh tarikh - Sunny Deol
" Jab yeh dhai kilo ka haath kisi pe padta hai na ... toh aadmi uthta nahi ... utth jata hai " - Sunny Deol
" Maidan mein khule sher ka samna karoge ... tumhare mard hone ki galatphami door ho jayegi " - Sunny Deol
"Hilaao mat ... nahi toh yeh case yahin rafaa dafaa kar doonga ... na tarikh na sunwai, seedha insaaf woh bhi tabartop " - Sunny Deol
"Bijli ka woh jhatka lagega ... ki tu jhatakna bhool jayega " - Sunny Deol
" Aaise khilone bazaar mein bahut bikte hai ... magar isse khelne ke liye joh jigar chahiye na ... woh duniya ke kisi bazaar mein nahi bikta ... mard usse lekar pehda hota hai " - Sunny Deol
" Judge order order karta rahega ... aur tu pittaa rahega " - Sunny Deol
" Jee karta hai ... tumhari har khwaish, har ichcha ko apna maqsad bana loon " - Rishi Kapoor
" Sach bolne se kabhi kisi ka nuksaan nahi hua hai ... aur na hi ho sakta hai "
" Pyar toh woh vardaan hai ... joh kismat waalo ko milta hai " - Meenakshi Sheshadri
" Yeh adaalat hai, koi mandir ya dargah nahi jahan mannatein aur muraadein poori hoti hai ... yahan dhoop batti aur narayal nahi ... balki thosh saboot aur gawah pesh kiye jaate hai " - Amrish Puri
"Aaisi nass dabaonga ki cheenk nikal jayegi " - Amrish Puri
"Kabhi kabhi barso saath rehne ke baad bhi koi rishta nahi banta, koi pehchaan nahi banti ... aur kabhi kabhi ek hi mulaqat mein aaisa lagta hai, jaise ki barso se jaante ho " - Rishi Kapoor
" Waqt pe shaadi na karo ... toh aadmi bahek hi jaata hai " - Paresh Rawal
" Duniya ki har adaalat se badi ek adaalat hai ... woh hai insaan ka apna zameer "
Hi Friends, I am sharing some hard hitting and hits Sunny dialogues of movie Damini. This is a 1993 crime drama film directed by Rajkumar Santoshi starring Meenakshi Sheshadri in the title role alongside Sunny Deol, Rishi Kapoor, Amrish Puri, Tinu Anand, Paresh Rawal in pivotal role and Aamir Khan as special appearance. The story is based on how a woman fights against society for justice. The film is considered to be the best woman centric film ever made in Bollywood along with Mother India. Sunny Deol has played a famous layer he fights for justice in this movie. There are so many beautiful dialogues are delivered by all actors like Sunny Deol, Rish Kapoor & Amrish Puri. In movie Amrish Puri also played a role of lawyer but he fights for wrong people. Sunny Deol delivered many good dialogues about all dialogues are very famous and popular. Here in this post I have collected some best dialogues of Damini Hindi film.
Directed : Rajkumar Santoshi
Produced : Aly Morani, Karim Morani, Bunty Soorma
Written : Rajkumar Santoshi
Starring : Meenakshi Sheshadri, Sunny Deol, Rishi Kapoor, Vijayendra Ghatge, Amrish Puri
Paresh Rawal, Tinu Anand
Music : Nadeem-Shravan
Sameer By (Lyrics)
Release Date : 30 April 1993
Damini Bollywood Movie Best Dialogues Lyrics Collection | Sunny Deol, Rishi Kapoor
"Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti rahi hai ... lekin insaaf nahi mila my lord, insaaf nahi mila ... mili hai toh sirf yeh tarikh - Sunny Deol
" Jab yeh dhai kilo ka haath kisi pe padta hai na ... toh aadmi uthta nahi ... utth jata hai " - Sunny Deol
" Maidan mein khule sher ka samna karoge ... tumhare mard hone ki galatphami door ho jayegi " - Sunny Deol
"Hilaao mat ... nahi toh yeh case yahin rafaa dafaa kar doonga ... na tarikh na sunwai, seedha insaaf woh bhi tabartop " - Sunny Deol
"Bijli ka woh jhatka lagega ... ki tu jhatakna bhool jayega " - Sunny Deol
" Aaise khilone bazaar mein bahut bikte hai ... magar isse khelne ke liye joh jigar chahiye na ... woh duniya ke kisi bazaar mein nahi bikta ... mard usse lekar pehda hota hai " - Sunny Deol
" Judge order order karta rahega ... aur tu pittaa rahega " - Sunny Deol
" Jee karta hai ... tumhari har khwaish, har ichcha ko apna maqsad bana loon " - Rishi Kapoor
" Sach bolne se kabhi kisi ka nuksaan nahi hua hai ... aur na hi ho sakta hai "
" Pyar toh woh vardaan hai ... joh kismat waalo ko milta hai " - Meenakshi Sheshadri
" Yeh adaalat hai, koi mandir ya dargah nahi jahan mannatein aur muraadein poori hoti hai ... yahan dhoop batti aur narayal nahi ... balki thosh saboot aur gawah pesh kiye jaate hai " - Amrish Puri
"Aaisi nass dabaonga ki cheenk nikal jayegi " - Amrish Puri
"Kabhi kabhi barso saath rehne ke baad bhi koi rishta nahi banta, koi pehchaan nahi banti ... aur kabhi kabhi ek hi mulaqat mein aaisa lagta hai, jaise ki barso se jaante ho " - Rishi Kapoor
" Waqt pe shaadi na karo ... toh aadmi bahek hi jaata hai " - Paresh Rawal
" Duniya ki har adaalat se badi ek adaalat hai ... woh hai insaan ka apna zameer "
meenakshi sheshadree ...in court final verdict
ReplyDeletekaisa sach ? kaisa insaaf ?......dhongi haiN farebee haiN ,sab ke sab mandir maeN devi ki murti ko reshmee kapde pahnaate haiN aur bahar aurton ke kapde utarte haiN,nanga karte hain unheN !....
कैसा सच ? कैसा इंसाफ़ ??......ढोंगी हैं ,फ़रेबी हैं सब के सब मंदिर में देवी की मूर्ती को रेशमी कपड़े पह्नातें हैं और बाहर औरतों के कपड़े उतारते हैं ,नंगा करते हैं ,उन्हें !............