Anil Kapoor Hits And Famous Dialogues Lyrics

Bollywood Actor - Anil Kapoor Fampous And Popular Dialogues, Anil Kapoor Popular Movie Dialogues Lyrics Collection, Bollywood Hindi Film Actor - Anil Kapoor Dialogues Lyrics Collection, Some Best And Popular Dialogues Of Anil Kapoor Film


Anil Kapoor Famous Dialogues 


Anil Kapoor is an Indian Bollywood Actor and producer. He is a B-Town versatile actor. He has done many film and give many hits movie. His dialogues are famous and popular. His ' Jhakaas' tone are very famous. Anil Kapoor made his Hindi film debut with Umesh Mehra's Hamare Tumhare (1979) in a small role. He has won many awards in his career, including two National Film Awards and six best acting Filmfare Awards in different acting categories. Here I am sharing some hits and famous dialogues of Anil kapoor. I have collected best hit dialogues of his different movie. I hope you like my post.

Bollywod Actor | Anil Kapoor Best And Popular Dialogues Collection


" Police ki goli mein itna loha hai, ek baar thokdi na … toh zindagi bhar tere khoon mein iron ki kami nahi hogi " – Shootout At Wadala Movie


"Do waqt ki roti kamata hoon, panch waqt ki namaaz padhta hoon ... isse zyada meri zaroorat nahi, aur mujhe khareedne ki teri aukaad nahi " - Shootout At Wadala Movie


" Tum galat karoge, hum rokenge ... tum gunaah karoge, hum thokenge"


" Sabar ka phal meetha hota hai, aur usse bhi zyada meetha hota hai … sabere ka phal" --- Race 2 Movie

" Bandhan rishton ka nahin ... ehsaas ka hota hai"


"Agar yeh aasoon nahi ruke n, toh is shehar mein tsunami aa jayega"


"Hamara har jawaan ek nuclear bomb hai "


"Pyar toh zindagi hai, ek ehsaas hai … jis mann ko chu jaata hai us mann mein bas jaata hai … hamesha ke liye, zindagi bhar ke liye – Om Jai Jagdish




Meri Jung Movie Dialogues 


" Mujhe tumhari maut nahi, zindagi chahiye "


"Shatranj ke mohre wahi ha, magar baazi palat chuki hai"


"Jab gareeb ka dil roh uthta ha, toh apne hosh kho beheta ha "


"Main anar kha raha hu to aap mujhe anari to nahi samajh rahe "--- Race 2 Movie


"Nasik ho yah Bambai … ladkiyan ladkiyan hoti hai, patane ka tarika aana chahiye … pyar kiya nahin jaata, karvaya jaata hai " – Tezaab Movie



" Aapki sharafat ke chakkar mein main kayde mein hoon ... varna ab tak mere khud ke do char Al-Qaiday hote" - Welcome Back


" Ho jaye tayaar, jaana hai bahaar, waqt hai kam, manzil hai door ... lekin jaana hai zaroor " - Ram Lakhan Movie


" Joh aadmi ek lakh rupaiy mein tujhe yeh khabar de sakta hai ... woh aadmi paanch lakh rupaiy mein tujhe yahan laakar bech bhi sakta hai" --- Parinda Movie



Previous Post Next Post

Contact Form