Aye Watan Aye Watan Hamko Teri Kasam song lyrics. This is the famous Desh Bhakti song from Movie Saheed 1956 and sung by Mohd rafi.
Movie - Shaheed 1965,
MD - Prem Dhawan,
Lyricist - Prem Dhawan,
Singer - Mohd.Rafi
Jalte bhi gaye ......kahte bhi gaye
Aazaadi ke parwaane,
Jeena to usi ka jeena hai
Jo marna watan pe jaane
Aye watan...aye watan hamko teri kasam
Teri raahon mein jaan tak loota jaayenge
Phool kyaa cheez hai tere kadmon pe ham
Bhent apne saron ki chadhaa jaayenge
Aye watan....aye watan hamko teri kasam
Teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
Aye watan...aye watan
Sah chuke hain sitam ham bahut ghair ke
Ab karenge harek waar kaa saamnaa.....(x2)
Jhuk sakegaa na ab sarfaroshon ka sar
Chaahe ho khooni talwar ka saamnaa
Chaahe ho khooni talwar ka saamnaa
Sar pe baandhe kafan
Ham to hanste huye
Maut ko bhi gale se lagaa jaayenge
Aye watan......aye watan
Koi punjab se koi Maharashtra se
Koi up se hai koi Bangal se - 2
Teri pooja ki thaali mein laaye hain ham - 2
Phool har rang ke aaj har daal se - 2
Naan kuchh bhi sahi
Par lagan ek hai
Jyot se jyot dil ki jagaa jaayenge
Aye watan aye watan hamko teri qasam
Teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
Aye watan aye watan
Jab shaheedon ki arthi uthe dhoom se
Deshwaalon tum aansoo bahaanaa nahin
Par manaao jab aazaad bhaarat kaa din
Us ghadi tum hamen bhool jaanaa nahin
Laut kar aa saken na jahaan me to kyaa
Yaad banke dilon me to aa jaayenge
Ae watan ae watan hamko teri qasam
Teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
Aye watan....Aye watan
Aye watan aye watan hamko teri qasam
Teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
Phool kyaa cheez hai tere kadmon pe ham
Bhent apne saron ki chadhaa jaayenge
Aye watan ai watan hamko teri qasam
Teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
Inqalaab zindabaad
Inqalaab zindabaad
Inqalaab zindabaad
Inqalaab zindabaad
Inqalaab zindabaad
Inqalaab zindabaad
Movie - Shaheed 1965,
MD - Prem Dhawan,
Lyricist - Prem Dhawan,
Singer - Mohd.Rafi
Aye Watan ...Aye Watan Hamko Teri Kasam Lyrics / Movie - Saheed / Mohd Rafi
Jalte bhi gaye ......kahte bhi gaye
Aazaadi ke parwaane,
Jeena to usi ka jeena hai
Jo marna watan pe jaane
Aye watan...aye watan hamko teri kasam
Teri raahon mein jaan tak loota jaayenge
Phool kyaa cheez hai tere kadmon pe ham
Bhent apne saron ki chadhaa jaayenge
Aye watan....aye watan hamko teri kasam
Teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
Aye watan...aye watan
Sah chuke hain sitam ham bahut ghair ke
Ab karenge harek waar kaa saamnaa.....(x2)
Jhuk sakegaa na ab sarfaroshon ka sar
Chaahe ho khooni talwar ka saamnaa
Chaahe ho khooni talwar ka saamnaa
Sar pe baandhe kafan
Ham to hanste huye
Maut ko bhi gale se lagaa jaayenge
Aye watan......aye watan
Koi punjab se koi Maharashtra se
Koi up se hai koi Bangal se - 2
Teri pooja ki thaali mein laaye hain ham - 2
Phool har rang ke aaj har daal se - 2
Naan kuchh bhi sahi
Par lagan ek hai
Jyot se jyot dil ki jagaa jaayenge
Aye watan aye watan hamko teri qasam
Teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
Aye watan aye watan
Jab shaheedon ki arthi uthe dhoom se
Deshwaalon tum aansoo bahaanaa nahin
Par manaao jab aazaad bhaarat kaa din
Us ghadi tum hamen bhool jaanaa nahin
Laut kar aa saken na jahaan me to kyaa
Yaad banke dilon me to aa jaayenge
Ae watan ae watan hamko teri qasam
Teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
Aye watan....Aye watan
Aye watan aye watan hamko teri qasam
Teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
Phool kyaa cheez hai tere kadmon pe ham
Bhent apne saron ki chadhaa jaayenge
Aye watan ai watan hamko teri qasam
Teri raahon mein jaan tak lutaa jaayenge
Inqalaab zindabaad
Inqalaab zindabaad
Inqalaab zindabaad
Inqalaab zindabaad
Inqalaab zindabaad
Inqalaab zindabaad
It's very inspiring song for youths. I like the whole song its very nice.JAI HIND 😉😉😉😉
ReplyDeleteVery nice like it salute to song😁😁😁
ReplyDelete