Latest Bollywood Upcoming Movie Ek Villain Movie Dialogues, Ek Villain Movie Dialogues, Ek Villain Movie Dialogues And Shayari, All Dialogues By Sidharth Malhotra Of Ek Villain Movie, Some Famous Dialogues Of Ek Villain Movie
Ek Villain Movie
Ek Villain is upcoming bollywood movie. This movie is directed by Mohit Suri and produced by Ekta Kapoor. Shraddh Kapoor, Sidharth Malhotra and Ritesh Deshmukh are playing main lead role of this movie. After biggest success of Aashiqui 2 movie mohit suri again directed second movie staring Sharddha Kapooor.
Cast :Shraddha Kapoor, Sidharth Malhotra, Riteish Deshmukh
Release Date : Jun 27, 2014
Producer : Ekta Kapoor
Director : Mohit Suri
Some Famous And Hits Dialogues Of Ek Villain Movie
Har love story main ek hero hota hai,
Ek heroin aur ek villain. But yeh love story ek villain ki hai. - Shardha Kapoor
Mein tujhe marne nahi dunga, lekin mei tujhe roz marunga,
Ek baar nahi hazaar baar marunga -----------Sharddha Kapoor
Jabh tak hum kisi ke humdard nahi bante na
Tab tak hum dard se aur dard hum se juda nahi hota------Sharddha Kapoor
Itna sadu banke kyun bol rahe ho, Are jaise Superman ke costume main laal chaddi pahenna compulsory hai, waise hi tum gangsters ka yeh sadu look complusory hai kya--------Sharddha Kapoor
Hum middle class log hain, jo uppar class aur lower class ke darmiyan sandwich ban jate hain, Duniya hamari maarti hai, System hamari marti hai, Ghar ao to hamari bewi bhi------------------------ Ritesh
Kabhi kabhi us pe buhat gussa ata hai, Per uski jagah tum jaisi doosri aurat ko marta hon,
Tum sab ki nikalti jaan ki sath meri har chinta aur stress bhi nikal jati hai. ----------------------Ritesh
Zayada tar insaan paida hota aam hai, Jeeta aam hai, Marta aam hai,
Bade parde pe ya duniya mein na sahi, kam se kam use apne ghar mein,
Apne apnon ki nazar mein to hero hona chahye.---------------------------------Ritesh
Main tujhe marne nahi dunga, Lekin main tujhe rooz maarun ga,Aik baar nahi hazar baar marun ga.
Tu har baar maut se nazrein milaye ga, aur wo baar baar tujh se mouh morr le gi,
Tu jitna marne k liye mary ga, utni hi tujhy zindagi mile gi-------------------------Sidharth Malhotra
Andhere ko andhera nahi Sirf Roshni mita sakti hai
Nafrat ko nafrat nahi sirf pyaar mita sakta hai ----------Sharddha Kapoor
Mere jane ke bad ye mat sochna ke mujh se peecha choot jaye ga,
Main hameesha tumhare sath rahun gi is hawa ki trha,
Bas apni aankhein band kar ke is hawa ko mehsoos karna,
Jab ye tumhare chehre ko chooye gi to samjh lena ke ye main hon.------Shraddha Kapooor
Main tujhy marny nahi dun ga, Lekin main tujhy rooz maarun ga,
Aik baar nahi hazar baar marun ga,Tu har baar maut se nazrein milaye ga,
Aur wo baar baar tujh se mouh morr le gi, tu jitna marne k liye mary ga, utni hi tujhe zindagi milegi.
Mere jane ke bad ye mat sochna ke mujh se peecha choot jaye ga,
Main hameesha tumhare sath rahun gi is hawa ki trha,
Bas apni aankhein band kar ke is hawa ko mehsoos karna,
Jab ye tumhare chehre ko chooye gi to samjh lena ke ye main hon.------Shraddha Kapooor
Main tujhy marny nahi dun ga, Lekin main tujhy rooz maarun ga,
Aik baar nahi hazar baar marun ga,Tu har baar maut se nazrein milaye ga,
Aur wo baar baar tujh se mouh morr le gi, tu jitna marne k liye mary ga, utni hi tujhe zindagi milegi.
Favorite movie & awesome foliage...
ReplyDelete