Ajay Devgn Dialogue Collection Of Once Upon A Time In Mumbai, Dialogue Delivery By Imran Hashmi In Once Upon A Time In Mumbai, Once Upon A Time In Mumbai Dialogue Collection, All Dialogue Collection Of Once Upon A Time In Mumbai Delivery By Ajay Devgn
Directed-Milan Luthria
Produced-Ekta Kapoor, Shobha Kapoor
Written -Rajat Arora
Narrated -Randeep Hooda
Starring-Ajay Devgn,Emraan Hashmi,Kangna Ranaut,Prachi Desai
Music -Pritam
Cinematography-Aseem Mishra
Distributed -Balaji Motion Pictures
Release dates-30 July 2010
Once Upon A Time In Mumbai Movie Hits And Famous Dialogue
Bachpan koylo me gujra..jawaani kale kaamo me..aankhe bandh karu to sapne kaaale..auraaaaa
Aankhe kholu to aanshu bhi kaale...!
Bachpan se lekar aaj tak maine wahi kam kiya h jise ijazat mujhe sarkar ne nahi de...!
Main un cheezon ki smuggling karta hoon, jinki ijaazat sarkar nahi deti
Un cheezon ki nahi, jinki ijaazat zameer nahi deta....!
Aadmi tabhi bada banta hai ....jab bade log usse milne ka intezaar kare..!
Dua mein yaad rakhna..!
Zindagi ho toh smuggler jaisi ....sari duniya raakh ki tarah neeche
Aur khud dhuen ke tarah upar..!
Raaste ki parwah karoonga toh ... manzil bura maan jayegi..!
Mere jase kapde pahan kar mere jaisa dikh to sakta hai par ban nahi sakta...!
Mushkil toh yeh hai ki main abhi theek tarah se bhigda bhi nahi, Aur tumne sudhaarna shuru kar diya..!
Joh bistar pe zabaan dete hai ... woh aksar badal jaate hai..!
Jinki manzilein ek hoti hai ... woh raaston par hi toh milte hai..!
Agar dhanda shanti se karna hai toh ... dhamake toh karne hi padenge..!
Hamari tasveerein kheench ke apni dukaan mein laga lena
Kabhi zaroorat padhe, toh dono mein se ek bhagwan chun lena...!
Jaise tu hua tha upar waale ki dua se, thodi mehnat se
Aur bahut sari lagan se..!
Jab dost banake kaam ho sakta hai ----toh phir dushman kyun banaye..!
Sooch lo, baat khatam karni hai ... ya kahani shuru...!
Joh apni maa ki izzat nahi karte ... main unka baap bankar aata hoon..!
Kashti leharon se takrayegi ... toh hi kinaare naseeb honge..!
Himmat batai nahi ... dikhai jaati hai..!
Jurm ke raaste kitne bhi makhmali kyun na hoon
Khatam toh jail ke kambal mein hi hote hai..>!
Aaj ka kaam kal par choddonga ...toh aaj bura maan jayega..!
Main apne kaam karne ka tareeka badal raha hoon ..tevar nahi..!
Joh apne beete huye kal se bhaagta hai ... woh zindagi ki race kabhi nahi jeetta..!
Chaukiyan chahe police ki ho ... shahar ke commissioner to hum hi log hai..!
Garam joshi achchi cheez hai ... lekin agar hadh se badh jaye toh khud ko jaala deti hai..!
Gufaa mein andhera kitna hi ho ... kinaare pe roshni zaroor hoti hai..!
Aadmi halaat bhigadane ke liye burre kaam nahi karta
Halaat sudhaarne ke liye karta hai....!
Agar kisi cheez ki lat padh jaye ..toh woh lat aadmi ki pehchaan ban jaati hai..!
Koi bhi dhanda aadmi ki himmat se bada nahi hota...!
Waqt bhi kahan badalta hai ... ...sirf guzarta hai..!
Is khel mein joh power hai na ... uska nasha hi alag hai..!
Isse zindagi se zyada apni jeet pyari hai...!
Tumhari baat ka jawaab de diya ... toh tumhara sawaal bura maan jayega...!
Ab dekhna yeh hai ki aankh milake baat karta hai ... ya peet peeche vaar...!
Desh se wafaadari kisi ek shaksh se gaddari se kahin zyada badhkar hoti hai..!
Gaadi chahe kitni bhi tezz ho ... usse rokne ke liye ek keel kafi hai..!
Aaj ke baad tu sirf wohi bolega ... joh main sunana chahta hoon..!