Shahrukh Khan Famous Dialogue And Shyayri

 All Time Favourite Dialogue Of Shahrukh Khan , Some Famous Dialogue Of Shahrukh Khan 


Famous Dialogue Of Shahrukh Khan 



"Kabhi Kabhi dil jorne ke liye dil torna parta hai, aur dil tor ke jorne wale ko.... pata nahin kya kehte hain" - Baadshah



"Hum ek baar jite hain, ek baar marte hain, shaadi bhi ek baar hoti hai, aur pyar....ek hi baar ho hai" - Kuch Kuch Hota Hai


"Jaante hain aap, par samajhte nahin...ke yeh sirph ek itefaaq hai...ke aap mere pita hain, aur main aap ka beta" - 
Deewana


"Bahut pyar karta hoon main tumse.........Dil Se" - Dil Se




"Bebe, ab main tujhe dekhaonga ke tera babloo apne bheje se mannu ko kaise harata hai" - 
Duplicate


"aap bhi kamaal karti hain maa, abhi abhi to apne mujhe beta bola, aur ek hi pal mein paraya kar diya...!!"  - 
Dilwale Dulhaniya Le Jayenge


"Kabhi Kabhi Kuch Jeetne Ke Liya Kuch Haar Na Parta Hai, Aur Haar Ke Jeetne Wale Ko Baazigar Kehte Hain" - 
Baazigar


"Dekha na tumhne wahan gate par meri maa kitni khush thi, aur agar Seema kisine bhi use thori si bhi takleef pouchane ki koshish bhi ki na to mein uske saath kuch bhi kar sakta hoon... kuch bhi" - 
Yes Boss


"Zindagi mein kuch banna ho, Kuch hasil karna ho, Kuch jeetna ho, To hamesha apne dil ki suno, Aur ager dil se bhi koi jawaab na aaye ... To apni aankhein band karke apni Maa aur Baba ka naam lo ... Phir dekhna tum her manzil paa sakoge, Her mushkil aasan ho jayegi, Jeet tumhari hogi ..... Sirf tumhari...!!"  Kabhi Khushi Kabhie Gham




"Aaj..... Aaj ek Haseen aur baant loon.... Aaj ek Dua aur mang loon....Aaj ek aansoo aur pee loon... Aaj ek Zindagi aur ji loon...Aaj ek Sapna aur dekh loon.....Aaj..... Kya pata Kal Ho Naa Ho!!!" - Kal Ho Naa Ho


Dilwale Dulhaniya Le Jayenge Dialogue


"It's alright Senorita, Bade Bade Deshon Mein, Aisi Choti Choti Baatein Hoti Rahti Hain."



"Mujhe to koi ek ladki pasand aa hi nahi sakti hai... ab kisi ki aankhen achi hai, to kisi naak achi hai, kisi ke honth ache hain, kisi ke kaan ache hain."





Previous Post Next Post

Contact Form