Yeh Jawaani Hai Deewani Movie Dialogues | Ranbir Kapoor, Deepika Padukone

Yeh Jawaani Hai Deewani Movie Dialogues - Get the best romantic dialogues of Ranbir Kapoor from Yeh Jawani Hai Deewani movie. This is a romantic drama film, directed by Ayan Mukerji, written by Mukerji and Hussain Dalal, and produced by Karan Johar. Ranbir Kapoor and Deepika Padukone in lead roles and Kalki Koechlin and Aditya Roy Kapur are in supporting roles. The film was released on 31 May 2013. The film is full of romantic and emotional scenes with amazing dialogues. Some dialogues are really amazing which are delivered by Ranbir and Deepika. Here we have collected some best dialogues, lines of this film Yeh Jawaani Hai Deewani (YJHD)

Yeh Jawaani Hai Deewani Dialogues, Ranbir Kapoor Dialogues from Yeh Jawaani Hai Deewani, Yeh Jawaani Hai Deewani Romantic Dialogues

Director: Ayan Mukerji
Music composed by Pritam Chakraborty
Producers: Hiroo Johar, Karan Johar
Initial release: May 31, 2013


Ye Jawani Hai Deewani Best Movie Dialogue By Ranbir Kapoor


"Main udna chahta hoon, daudna chahta hoon, girna bhi chahta hoon bas rukna nahi chahta" - Ranbir Kapoor


"22 tak padhai, 25 pe naukri, 26 pe chokri, 30 pe bachche, 60 pe retirement aur phir maut ka intezaar ....dhat aaisi ghisi piti life thodi jeena chahta hoon" - Ranbir Kapoor



"Badtameezi ek bimaari hai aaisi bimaari joh dheere dheere waqt ke saath...budhape mein badal jaati hai...Main kehta hoon jab tak budhapa nahi aata ... Todhi badtameezi hi kar lete hai" - Ranbir Kapoor


"Tumhari jaisi ladki flirting ke liye nahi..ishq ke liye bani hai aur...ishq mere sehat ke liye achha nahi hai" - Ranbir Kapoor



Yeh Jawaani Hai Deewani Dialogues, Ranbir Kapoor Dialogues from Yeh Jawaani Hai Deewani, Yeh Jawaani Hai Deewani Romantic Dialogues


"Teri smile kitni dangerous hai pata hai, mere paas dil hota toh pakka aa jata ispe" -Ranbir Kapoor

"Waqt rukta nahi, beet jata hai...aur hum kharch ho jaate hain...Isse pehle ki main kharch ho jaau...main apna waqt tere saath bitana chahta hoon" - Ranbir Kapoor


"Jitna bhi try karo, life me kuch na kuch to chootega hi, to jahan hain, wahin ka maza lete hai"


"Kahin pohochne ke lie kahin se nikalna bahaut zaruri hota hai. Sahi waqt pe kat lena chahiye, nahi to gile-shikve hone lagte hain."


"Mujhe tumse pyar ho jayega ... phir se" - Deepika Padukone


"Tum pehle bhi itni khoobsurat thi ... yah waqt ne kiya koi haseen sitam?" - Ranbir Kapoor



Yeh Jawaani Hai Deewani Dialogues, Ranbir Kapoor Dialogues from Yeh Jawaani Hai Deewani, Yeh Jawaani Hai Deewani Romantic Dialogues

"Yaadein mithai ke dibbe ki tarah hoti hain, ek baar khula ,toh sirf ek tukda nahi kha paoge."- Deepika Padukone


"Shaadi is daal chawal for 50 saal till you die. Life mein thoda bahaut keema pav , tangdi kabab , haka noodle bhi hona chahiye na." - Ranbir Kapoor


"Shaadi ke basic concept mein hi jhol hai" - Ranbir Kapoor


"Life me jitna bhi try karo, kuch na kuch to chootega he. Isliye jahan hain, wahan ka he mazaa lete hain na" -Ranbir Kapoor


"Khud pe Daya karna band karo...aur khud se pyaar karna seekho...Tum jaise ho, bilkul theek thaak ho" - Ranbir Kapoor


"Kuch Logon ke saath rehene se he, Sab theek ho jaata hai"


"Sapne pure karne ke liye ek kimat chukani padti hai aur bahut kam log hote hai jinme ye kimat chukane ki himmat rakhte"


Ghara Song Shayri, Ghara Song Shayri by Madhuri, Ghara Song Shayri by Ranbir Kapoor


Ghara Song Shayri Between Ranbir And Madhuri




Saheban Kadrdan, Mehrban dil tham ki baithiy,
Kyuoki Ab Apke Samne Tasrif La rhi hain ,
Agra ki ajim fankara, Malikay Husan,Noor
Najar, Mohtarma , Mohini....!

"Ye Nigahen Nastar Ye Hoth Kausar, Meri Aagos Me Hosh Bhi Behosh Hoga" Maduri


"Ab Bhi Vakat Hai Bhai Log Nikal Lo, Bhai log Nahi To Kal Subah Afsos Hoga" -Ranbir

"Ye Sokhi ,Ye Adayen, ye Bakepan Inki Kimat, Bhala Duniya Tay Kar Sakti Hai Kya" -Maduri


"Achcha Chal Itna Bta Thino Ke Mila Ke, Package Me Kuch Kam karti Hai Kya" -Ranbir


"Barkhurdar Hushan Ka Mjak Na Uda, Kahin Husan Ke Hantho Tera Mjak Na Ban Jay" -Maduri


"Manchla Hai , Khubsurat Hai, Magar Ladka Hai Tu, Tujhe Ladkon Aur Mardon Me 

Farkh Kaun Samjhaye"-  Maduri  


Previous Post Next Post

Contact Form