Akshay Kumar : Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyon Dialogues and Shayari







Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyon Movie Desh Bhakti Dialogues And Sharies, Some Famous And Popular Dialogues Of Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyon Movie, Akshay Kumar Shayaries From Movie AB Tumhare Hawale Watan saathiyon, Some Patriotic Dialogues And Shayaries From Movie Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyon 



Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo- Amitabh Bachchan, Akshay Kumar


Directed : Anil Sharma
Produced : Anil Sharma
Screenplay: Shaktimaan Talwar
Story: Shaktimaan Talwar
Starring: Amitabh Bachchan, Akshay Kumar, Bobby Deol, Divya Khosla Kumar, Sandali Sinha, Nagma
Music : Anu Malik
Cinematography : Kabir Lal
Edited : Ballu Saluja
Release dates : December 24, 2004

Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyon Famous And Hits Dialogues And Shayaries


Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyon Famous Dialogues


Aasmano Se Kah Do Agar Hamari Udaan Dekhni Ho To, Apna Kad Aur Ucha Karle,

Husn Walo Se Kah Do Agar Ishq Dekhna Ho To....Humse Aake Mile…..!

Hamne Bahut Dekhen Hain Ji Hujoor..Hamne Bahut Dekhain Hain Ishaq Main Jan Dene Vale,...Par Kya  Kare Hujur Aasike DilLagi Nahi Hoti....!


Hun Mai Parvana Magar Koi Samma To Ho, Rat To Ho, Ja Deno Ko Hun Hajir,Koi Bat To Ho..........! Ab yu Khatum Se kya Khele Ye To Abhi se Arj Karne Lag Gyi..!


Kiski Majaal Joh Chede Dilair Ko..Gardish Mein Gher Lete Hain Geedar Bhi Sher ko..!

" Ab ke saawan mein yeh shararat hamare saath hui hamara ghar chodke saare shehar mein barsaat hui "


"Zindagi kamaal hoti hai ulhajh jaaye toh jaan lele ....sulhajh jaaye toh bemisaal hoti hai"



"Tu bhola bhala hai dil, bekaar rulaya jayegaa.....in shok haseeno se milkar, wallah bahut pachtayega"



"Maa ke doodh mein toh dum hota hi hai........chahe woh Hindustan ki ho ya Pakistan ki"



"Mohabbat rang lati hai jab dil se dil milte hai.....mushkil toh yeh hai, ki dil badi mushkil se milte hain"


"Tirchi nigaahon se na dekh aashiq-ae-dilgir ko ... kaise teerandaz ho tum, zara seedha toh karlo teer ko"


"Jab uska haath mere haath mein aata hai .....Do hatheliyon ke beech ek Taj Mahal ban jaata hai"


" Aao jhuk kar salaam kare unhe jinke hisse mein yeh mukaam aata hai ... Kis kadar             khush naseeb hai woh log .....Khoon jinka watan ke kaam aata hai "

"Soocha tha khatir karenge hum bemisaal teri......Woh dekh tere ghar waale aa gaye hai utaarne khaal teri"

"Jis desh mein paida hua ho tum, us desh ke agar tum bakht nahi ....nahi piya dudh Maa ka tumne, aur baap ka tum mein rakht nahi "

"Na jhagde hum apas mein, jagadkar toot jayengetumhara aaina hum hai, humara aaina tum ho"

"Khel ke maidan mein jeetna bhi koi jeetna hai ... aasli jeetna toh jung ke maidan mein hota hai ... us samay maaro ya maare jao "

"Koi toh jalwa Khuda ke vaaste deedar ke kabil dikhai de sangdil toh mil chuke hain sainkadon ....koi ail-ae-dil toh dikhai de"



Post a Comment

6 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad