Son Of Sardaar Movie Dialogues By Ajay Devgn

Son Of Sardaar Movie (SOS Dialogues)


Hello guys, we are here for another hit dialogues of Ajay Devgn from Son Of Sardaar Movie. The movie was released in 2012. This is an action comedy film directed by Ashwni Dhir and produced by Ajay Devgn. Ajay Devgn, Juhi Chawla, Sonakshi Sinha and Sanjay Dutt played main lead role. Salman Khan appears in cameo role. The movie was blockbuster hit movie. The movie is simply based on Sardaar. The movie has some popular dialogues. All dialogues are amazing. Ajay and Sanjay Dutt delivered many hits dialogues and punches. The movie was released with Jab Tak Hai Jan movie. Both movie was hit. SOS music ans songs are very famous. All songs are hit. 




Son Of Sardaar Movie all time Hits And Popular Dialogues


"Bichad ke tujhse ab, Mujhe marna hai... Yeh tajurba, Aisi zindagi mein karna hai...." - Ajay


"Khuda kare zindagi mein, yeh makaam aaye.... Tujhe bhoolne ki dua karoon, Aur dua mein tera naam aaye..." - Ajay


"Kabhi kabhi mere dil mein sawaal aata hai ... ki agar duniya mein Sardar na hote toh kya hota? ... sorry yaar duniya bekaar bina son of Sardar" - Ajay Devgn


"Milan ke bina love story poori nahi hoti ... Par joh poori nahi hoti, kya woh love story nahi hoti ? " - Juhi


"Waise aap naha dho ke naa bilkul nahaye dhoye se lagte ho.... Chal jhoote - Ajay


"Aap naa ji saaban se nahate ho, Yaa cream ka kamal hai ..?? Kya ..??? " - Ajay


"Apne ghar mein kutta bhi sher hota hai ... Lekin sher har jagah sher hota hai" - Sanjay Dutt



"Khush naseeb hote hai woh bete jinke ghar mein aaisa baap paida hota hai" - Salman Khan


"Buddhe ke mooh mein toffee aur mehmaan ke mooh se maafi ... Achchi nahi lagti" -Sanjay Dutt


"Har khothe jaise dikhne waali cheez khothi nahi hoti ... aur har bhukh ka ilaaj roti nahi hoti" - Sanjay Dutt


"Woh dil hi kya joh dhadke na ... Woh chunni hi kya joh sarke na ... Woh soorma hi kya joh rarke na ...Te woh yaar hi kya joh yaar ke liye tadpe na" - Juhi Chawla


"Jithe maafi hai uthe pyar hai ... Jithhe pyar hai uthhe rab hai" - Sonakshi Sinha


"A for Apple teh H for Hen ... Pathan is saying ki there and then ... Kuch bhi le lena lekin Pathan ke yaar se panga na lena" - Salman Khan


"Daru badi kutti cheez hoti hai ... dosti mein pilao toh yaar deti hai ... Dushmani mein pilao toh maar deti hai" - Mukul Dev


"Yeh dil hai na ... tractor ki engine ki tarah dhadakhta hai" - Sanjay Dutt


"Sardar ki dastaar par haath uthayegaa na ... Toh Sardar utha degaa" - Ajay Devgn


"Boothi changi nahi ho te baat changi karni chahiye ... Aur baat changi na kar sako ... toh mooh band rakhna chahiye" - Ajay Devgn


"Pathan aur Sardar ki jodi ... baki sab lil lil ghodi" - Salman Khan


"Ek tu Sardar, ek main Sardar ... baki sab bekaar" - Ajay Devgn


"Oye oye oye yaad mat dila ... rom rom romantic ho jata hai" - Sanjay Dutt


"Suttebaazi na kare toh na kabhi bimaar ho ...Ek toh paisa bache doosra banda tayaar ho" - Ajay Devgn


"Power waale chashme te chadahi hui kasmein ... ek baar chad jaati hai na toh utaari nahi jaati" -
Sanjay Dutt



"Tere khandaan mein maarne ka rivaj hai kya ? " - Ajay Devgn


"Joh Hindustan leave karke aata hai na ... usko muhalle waale Hindustan Lever bolte hai" - Ajay Devgn


"Joh bheed mein shikaar kare woh sher nahin thug hota hai ... Aur agar dushman tagda ho, toh usse maarne ka mazaa hi alag hota hai" - Sanjay Dutt


"Khet ka ganna teh romantic picture ka hero Rajesh Khanna ... bulaye nahi jaande" - Sanjay Dutt


"Paaji Sardar par joke na karna aur joker mat samajhna...Kyonki sardar ki dastar par hath uthaega to sardar utha dega"- Ajay Devgn


"Bachpan ki pant jawani mein fit nahi hoti ... aur har no ball pe free hit nahi hoti" - Sanjay Dutt


Rahul Deo

I am a Bollywood movie lover. On this blog, I share my thoughts on everything about Bollywood, including celebrity gossip, upcoming Bollywood movies, and trends. Here, you can find more detailed information about your favorite films, directors, and actors. I hope that my blog (Hit Movie Dialogues) will help people discover the magic of films.

Previous Post Next Post

Contact Form