Veer Zaara Movie Best Dialogues By Shahrukh Khan

 Shahrukh Khan Hit and Famous Movie Veer Zaara Dialogues, One Of Most Romantic Bollywood Movie Verr Zaara Dialogues Collection, Veer Zaara Hindi Film Dialogues And Quotes Collection, Shahrukh Khan Popular Dialogues Of Veer Zaara Movie


Veer Zaara Movie - Shahrukh Khan & Preity Zinta


Movie Credits :- 

Directed by : Yash Chopra
Produced by : Yash Chopra, Aditya Chopra
Screenplay by : Aditya Chopra
Story by : Aditya Chopra
Starring : Shah Rukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji, Manoj Bajpayee
Narrated by : Shah Rukh Khan
Music by : Madan Mohan, Sanjeev Kohli
Cinematography : Anil Mehta
Edited by : Ritesh Soni
Distributed by : Yash Raj Films
Release dates : 12 November 2004


Veer-Zaara is a romantic bollywood hindi movie, directed by Yash Chopra, starring Shah Rukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji, Amitabh Bachchan along with others. Veer-Zaara story goes like this: It is the love story of an Indian Air Force officer, Veer Pratap Singh and a beautiful Pakistani girl, Zaara Hayaat Khan. They meet, fall in love but due to parental pressure are forced to move apart. Here we sharing some best romatic dialogues of this film Veer Zaara. 

Veer Zaara Hits Romantic Dialogues Collection


Woh kehte hai mera desh uska nahi, Phir kyun mere ghar woh rahti hai 
Woh kehte hai main us jaisa nahi, Phir kyun mujh jaisi woh lagti hai


Woh kehte hai ki woh koi nahi thi, Phir kyun mere liye duniya se woh ladti hai 
 Woh kehte hai main us jaisa nahi, Phir kyun mujh jaisi woh lagti hai...!


Sachi mohabbat zindagi mein sirf ek baar hoti hai ... aur jab hoti hai 
Toh koi bhagwan yah khuda usse nakamyab nahi hone deta.......!



Ek aurat ki mohabbat aur ek mard ki mohabbat mein bahut fark hota hai.


Mohabbat kitaabon mein hoti hai, shayari mein hoti hai ... zindagi mein nahi.


Main aaj tak apni Zindgi mein koi khas khas nahi kiya h ,
Aur na hi apni aane wali Zindgi mein koi aham kam karungi,
Meri Zindgi bhi aphi ki trah ...ek achchi biwi aur achchi ma ,
Bankar gujar jayegi.....Aur ye karr kar zindgai bhar ,
Par ye karkar mujhe zindagi bhar naaj rhega,
Ki maine ek aise kam kiya hai ..Ki ... jiske vajah se kisi ko Jannat mili .....!

                                                                                                By : Preity Zinta

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad